Pages

Sunday, 14 April 2013

Sab Qarenay usi dildar kay rakh dety hain,

 Sab Qarenay

usi dildar kay rakh dety hain,

ham ghazal

 main bhi hunar yaar k rakh dety hain,

Shayad aa jayen kabhi

 chashm e kharidar main ham,

jan o dil

 baich k bazar main rakh dety hain,

Zikr e janaan main

 yeh duniya ko kahan le
 aye,

log kiun

maslay baykaar kay rakh dety hain,

Zindagi teri amanat ha

 magar kya keejay,

Log yeh bojh

bhi thak har k rakh dety hain,

Ham to chahat main

 bhi Ghalib k Mukallid hain faraz,

Jis pe marty hain

 usay maar kay rakh dety hain,

No comments:

Post a Comment