Ikk Mehfil-e-Gham Sajaye Huwey Hain
Khud Say Jo Uktaye Huwey Hain
Har Haadsa Hans Ke Seh Leytey Hain
Dil Ko Jo Pathar Banaye Huwey Hain
Kya Batayein Tumhein Na Poocha Karo Hum Say
Chott Jigar Pey Kaisi Khaye Huwey Hain
Koi Ehsas-e-Lateef Nahin Bhaata Ke Hum To
Pathar Ke Shehar Say Aaye Huwey Hain
Naam Nahin Chaahiye Koi Pehchaan Nahin Chaahiye
Bass Khud Pey Parda Giraye Huwey Hain
Shehar-e-Khayal Ki Dunya Mein Kho Jaatey Hain
Tanhaai-e-Dil Ko Yoon Basaye Huwey Hain
Mosam-e-Hijr Ke Sabab Khushiyon Ke Chaman Mein
Phool Saarey Murjhaye Huwey Hain …

No comments:
Post a Comment