Kab Mera Nasheman Ahl E Chaman Gulshan Main Ganwara Kerte Hain
Gunchay Aapni Awazun Main Bijli Ko Pukara Kerte Hain
Pohncho Na Araq Rukhsarun Se Rungini E Husn Ko Berhne Do
Suntay Hain Ke Shabnam Ke Qatre Phoolun Ko Nikhara Kerte Hain
Ab Nazah Ka Aalam Hae Mujh Per Tum Apni Muhabbat Wapas Lo
Jab Kashti Dobnay Lagty Hae To Bojh Ottara Kerte Hain
Jaty Hoi Mayyat Dekh Ke Bhi Lilah Tum Ooth Ke Aa Na Sakay
Do Chaar Qadam To Dushman Bhi Taqleef Gawarah Kerte Hain
Taarun Ki Baharun Main Bhi Qamar Tum Afsurdah Se Rehte Ho
Phoolun Ko To Dekho Kaatun Main Hans Hans Ke Guzara Kerte Hain

No comments:
Post a Comment