affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Kabhi yaad aao to is tarhan

Sunday, 10 March 2013

Kabhi yaad aao to is tarhan

wpmumhead9svwv0dg7.gif  
Kabhi yaad aao to is tarhan,
Kabhi gungunao to is tarhan,
Mera dard phir se ghazal bane,
Kabhi dil Dukhao to is tarhan,
Meri Dharkanen bhi laraz uthen,
Kabhi bhool jao to is tarhan,
Na sisak saken na balak saken,
Kabhi choor jao to is tarhan,
Na ujar saken na sanwar saken,
Kabhi yaad aao to is tarhan........

No comments:

Post a Comment