affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Mard kay hath main aurat hai khilona saayein

Saturday, 16 March 2013

Mard kay hath main aurat hai khilona saayein

Dard jab hud se berha zabt kay aansoo rakhay
Ham ney seekha hi nahi aankh se rona saayein
Ham ne dhoop kay sehraon main dekha hai aksar
Din na hona tau kabhi raat na hona saayein
Koi khailay, koi toray, koi chahey tau rakhey
Mard kay hath main aurat hai khilona saayein.

No comments:

Post a Comment