affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho

Sunday, 10 March 2013

Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho

[IMG]


Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho

Tum tou bus aik hee dukh pochtay ho

[IMG]

konse dukh ki karain baat zara yeh to bata

mousamoun, sard hawon ki masehaye ka dukh

[IMG]

raah ki dhool main bikhri hui benaie ka dukh

sung k shehar main khud dukh say shanasayi ka dukh

[IMG]

ya kisi bheegti barsaat main tanhaayi ka dukh

konse dukh ki karain baat k dil ka darya

[IMG]

itni tughyaani ki zad par hay k kuch yaad nahin

kub humain bhool gaya koan say harjayi ka dukh


tum tou bus aik hee dukh pochtay ho!!

No comments:

Post a Comment