You can Read All Types of Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry , Romantic Poetry , Birthday Poetry , Classical Poetry, Imagesss Poetry, LonG Poetry , Ashhar , Qathat , Nazam and Ghazal of your Favourite Poets.
Saturday, 30 July 2016
Tuesday, 26 July 2016
Khawab Ankhon m bhar gae barish
خواب آنکهوں میں بهر گئی بآرش
جانے کس کس کے گهر گئی بارش
سسکیاں دیر تک سنی میں نے
اور چپ چاپ مرگئی بارش
درد کی آخری حدوں میں تهی
آج حد سے گذر گئی بارش
کتنی پرچهائیوں میں لپٹی تهی
دل کو ویران کر گئی بارش
اس نے آنسو کی لاج رکهہ لی تهی
کون کہتا ہے ڈر گئی بارش
ایسے لکهے ہیں ریشمی جذبے
جیسے دل میں اتر گئی بارش
بهیگی آنکهیں یوں مسکراتی ہیں
جیسے سورج کے گهر گئی بارش
سوکهی دهرتی پہ خوشبوئیں لکهہ دیں
خوب یہ کام کر گئی بارش...!!
عاطف سعید
Mery Humsafar
میرے ہمسفر
تمہارا نام کچھہ ایسے میرے ہونٹوں پہ کِھلتا ہے
اندھیری رات میں جیسے
اچانک چاند بادل کے کسی کونے سے باہر جھانکتا ہے
اور سارے منظروں میں روشنی سی پھیل جاتی ہے
کلی جیسے، لرزتی اوس کے قطرے پہن کر مُسکراتی ہے
بدلتی رُت، کسی مانوس سی ڈالی کی آہٹ لے کے چلتی ہے
تو خوشبو باغ کی دیوار سے روکے نہیں رُکتی
اسی خوشبو کے دھاگے سے میرا ہر چاک سلتا ہے
تمہارے نام کا تارا میری سانسوں میں کِھلتا ہے
تمہیں میں دیکھتا ہوں جب سفر کی شام سے پہلے
!کسی اُلجھی ہوئی گُمنام سی چِنتا کے جادو میں
!کسی سوچے ہوئے بے نام سے لمحے کی خوشبو میں
!کسی موسم کے دامن میں، کسی خواہش کے پہلو میں
تو اس خوش رنگ منظر میں تمہاری یاد کا رشتہ
نجانے کس طرف سے پھوٹتا ہے
اور ایسے میری ہر راہ کے ہم راہ چلتا ہے
کہ آنکھوں میں ستاروں کی گزرگاہیں سی بنتی ہیں
دھنک کی کہکشائیں سی
تمہارے نام کے ان خوشنما حرفوں میں ڈھلتی ہیں
کہ جن کے لمس سے ہونٹوں پہ جگنو رقص کرتے ہیں
تمہارے خواب کا رشتہ میری نیندوں سے ملتا ہے
تو دل آباد ہوتا ہے
میرا ہر چاک سلتا ہے
تمہارے نام کا تارا میری راتوں میں کِھلتا ہے
امجد اسلام امجد
Monday, 25 July 2016
Kahen chand rahon m kho gaia ,khen chandni bhi bathak gae
کہیں چاند راہوں میں کھو گیا، کہیں چاندنی بھی بھٹک گئی
میں چراغ وہ بھی بجھا ہوا، میری رات کیسے چمک گئی
-
میری داستاں کا عروج تھا تیری نرم پلکوں کی چھاؤں میں
میرے ساتھ تھا تجھے جاگنا تیری آنکھ کیسے جھپک گئی
-
کبھی ہم ملے بھی تو کیا ملے، وہی دوریاں وہی فاصلے
نہ کبھی ہمارے قدم بڑھے، نہ کبھی تمہاری جھجک گئی
-
تجھے بھول جانے کی کوششیں کبھی کامیاب نہ ہو سکیں
تیری یاد شاخِ گلاب ہے جو ہوا چلی تو لچک گئی
بشیر بدر
Dil se dil milny kay bad
اک نیا رشتہ بنا ہے ' دِل سے دل مِلنے کے بعد
دھڑکنوں نے کچھ کہا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
دھڑکنوں نے کچھ کہا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
اب جدائی کا تصوُّر ہے ' نہ مِلنے کا خیال
مجھ کو یہ کیا ہو گیا ہے؟ دِل سے دل مِلنے کے بعد
مجھ کو یہ کیا ہو گیا ہے؟ دِل سے دل مِلنے کے بعد
پیاس آنکھوں میں دَھری تھی اور لب خاموش تھے
گویا اَمرت پی لیا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
گویا اَمرت پی لیا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
مَلگَجی سی شام میں اک چاند کا سایہ تھا وہ
اُس کو بس سوچا کِیا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
اُس کو بس سوچا کِیا ہے' دِل سے دل مِلنے کے بعد
ہر طرف صحرا تھا ' کانٹے تھے ' سُلَگتی رَیت تھی
کیسا جَل تھل ہو گیا ہے' دِل سے دل مِلنے کےبعد
کیسا جَل تھل ہو گیا ہے' دِل سے دل مِلنے کےبعد
Aey dil e nadan
اے دل ناداں
اے دل ناداں آرزو کیا ہے
جستجو کیا ہے
ہم بھٹکتے ہیں
کیوں بھٹکتے ہیں
اے دل ناداں آرزو کیا ہے
جستجو کیا ہے
ہم بھٹکتے ہیں
کیوں بھٹکتے ہیں
دشت و صحرا میں
ایسا لگتا ہے موج پیاسی ہے
اپنے دریا میں
کیسی الجھن ہے
کیوں یہ الجھن ہے
ایک سایہ سا روبرو کیا ہے
کیا قیامت ہے
کیا مصیبت ہے
کہہ نہیں سکتے
کِس کا ارماں ہے
زندگی جیسے کھوئی کھوئی ہے
حیراں حیراں ہے
یہ زمیں چپ ہے
آسماں چپ ہے
پھر یہ دھڑکن سی چارسو کیا ہے
ایسا لگتا ہے موج پیاسی ہے
اپنے دریا میں
کیسی الجھن ہے
کیوں یہ الجھن ہے
ایک سایہ سا روبرو کیا ہے
کیا قیامت ہے
کیا مصیبت ہے
کہہ نہیں سکتے
کِس کا ارماں ہے
زندگی جیسے کھوئی کھوئی ہے
حیراں حیراں ہے
یہ زمیں چپ ہے
آسماں چپ ہے
پھر یہ دھڑکن سی چارسو کیا ہے
Saturday, 23 July 2016
Ur jaen gay tasveer kay rangon k trh hain
اڑ جائیں گے تصویر کے رنگوں کی طرح ہیں
ھم وقت کی ٹہنی پہ پرندوں کی طرح ہیں
تم شاخ پہ کھلتے ہوئے پھولوں کی طرح ہو
ہم ریت پہ لکھے ہوئے حرفوں کی طرح ہیں
اک عمر ترستے ہیں کسی ایک خوشی کو
ہم لوگ بھی بنجر سی زمینوں کی طرح ہیں
دنیا کے لیےٴ کچھ بھی سہی تیرے لیےٴ ہم
مخلص صدا ماوٴں کی دعاوٴں کی طرح ہیں
تاریخ کی نظروں میں ھم اک عمر سے محسن
اسکول سے بھاگے ہوئے بچے کیطرح ہیں
Bebasi k chader mein
بےبسی کی چادر میں
چھید تو بہت سے ہیں
پھر بھی اس کے دامن میں
اک سکون سا بھی ہے
دھوپ چھاؤں کے لمحے
اس میں ہی گزاریں ہیں
بارشوں کے موسم میں
بھیگتے رہے ہیں ہم
دلخراش لمحوں سے
داغ داغ ہے چادر
ان کہی سی کچھ باتیں
اس کی خوشبوؤں میں ہے
دل لگی سی کچھ یادیں
اس کی وسعتوں میں ہیں
بے قراری کے نغمے
جا بجا منقش ہیں
ہم نے زندگی ساری
بےبسی کی چادر کی
قید میں گزاری ہے
ہاں تیرے بنا جاناں
زندگی ہی ہاری ہے
Wo ankhon se bol rha tha
اپنے آنسو رول رہا تھا
وہ آنکھوں سے بول رہا تھا
تیرے بعد مرے کمرے میں
ماتم کا ماحول رہا تھا
ہم ہی چلنے سے عاری تھے
وہ تو رستے کھول رہا تھا
جان! تمہاری نگری اندر
میں کتنا بے مول رہا تھا
وہ بھی کیسے اپنی چُپ سے
میری چُپ کو تول رہا تھا
تم کتنے انمول ہوئے ہو
میں کتنا انمول رہا تھا
رات ، مری بے چین آنکھوں میں
چاند اداسی گھول رہا تھا
یاد ہے؟ تیری خاطر میرے
ہاتھوں میں کشکول رہا تھا
زین شکیل
Gali gali m meri yaad bichi hai pyairy
ﮔﻠﯽ ﮔﻠﯽ ﻣﺮﯼ ﯾﺎﺩ ﺑﭽﮭﯽ ﮨﮯ ﭘﯿﺎﺭﮮ ﺭﺳﺘﮧ ﺩﯾﮑﮫ ﮐﮯ ﭼﻞ
ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﺍﺗﻨﯽ ﻭﺣﺸﺖ ﮨﮯ ﺗﻮ ﻣﯿﺮﯼ ﺣﺪﻭﮞ ﺳﮯ ﺩﻭﺭ ﻧﮑﻞ
ﺍﯾﮏ ﺳﻤﮯ ﺗﺮﺍ ﭘﮭﻮﻝ ﺳﺎ ﻧﺎﺯﮎ ﮨﺎﺗﮫ ﺗﮭﺎ ﻣﯿﺮﮮ ﺷﺎﻧﻮﮞ ﭘﺮ
ﺍﯾﮏ ﯾﮧ ﻭﻗﺖ ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﺗﻨﮩﺎ ﺍﻭﺭ ﺩﮐﮫ ﮐﮯ ﮐﺎﻧﭩﻮﮞ ﮐﺎ ﺟﻨﮕﻞ
ﯾﺎﺩ ﮨﮯ ﺍﺏ ﺗﮏ ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﺑﭽﮭﮍﻧﮯ ﮐﯽ ﻭﮦ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﯼ ﺷﺎﻡ ﻣﺠﮭﮯ
ﺗﻮ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﮐﮭﮍﺍ ﺗﮭﺎ ﻟﯿﮑﻦ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﮐﺮﺗﺎﺗﮭﺎ ﮐﺎﺟﻞ
ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﯾﮏ ﻧﺌﯽ ﺩﻧﯿﺎ ﮐﯽ ﺩﮬﻦ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﭩﮑﺘﺎ ﭘﮭﺮﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﻣﯿﺮﯼ ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮐﯿﺴﮯ ﻧﺒﮭﮯ ﮔﯽ ﺍﯾﮏ ﮨﯿﮟ ﺗﯿﺮﮮ ﻓﮑﺮﻭ ﻋﻤﻞ
ﻣﯿﺮﺍ ﻣﻨﮧ ﮐﯿﺎ ﺩﯾﮑﮫ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ، ﺩﯾﮑﮫ ﺍﺱ ﮐﺎﻟﯽ ﺭﺍﺕ ﮐﻮ ﺩﯾﮑﮫ
ﻣﯿﮟ ﻭﮨﯽ ﺗﯿﺮﺍ ﮨﻤﺮﺍﮨﯽ ﮨﻮﮞ ﺳﺎﺗﮫ ﻣﺮﮮ ﭼﻠﻨﺎ ﮨﻮ ﺗﻮ ﭼﻞ
"ﻧﺎﺻﺮ ﮐﺎﻇﻤﯽ"
Friday, 22 July 2016
mohabbat khubsurat hai
mohabbat khubsurat hai
mohabbat main agarchay dil ki aankhen
mudaton palken jhapakna bhool jaati hain
mudaton palken jhapakna bhool jaati hain
magar
in ratjagon k surkh doray
neel-gun sanwlahaten or abruon ki raaz daari b
ajab ek husn paida krti jati hai
mohabbat main agarchay dharkanen apna chalan tak chor jati hain
magar
sangeet aisi dharkanon ki thaap or sargam ko tarasta hai
mohabbat main agarchay by-khyaali dil ko boht tarpayey takhti hai
magar
dil ki tarap he zindagi ko pathron ki zindagi sy mukhtalif krti hai
dunya main agarchay
aankh sy ojhal huwi lgti hai dunya ek mohabbat k siwaa
laykin
baseerat ki kaiii benaeyan or khirkiaan khulti chali jaati hain
baatin main mohabbat main agarchay aansuon ko surkh hotay pal nahi lgta
magar
ye surkhiyaan kitnay gulistaan, chaand, taaray or zameen-o-aasmaan rangeen krti hai
mohabbat main judai dhoop k aangan main palti hai
agarchay phir b saari umer khwabon or duaon sy kabi thandak nahi jaati
mujay maaloom hai tum to mohabbat k mukhtalif ho magar jaanaan!!!
daleelen to daleelain hain
mohabbat in daleelon ki kahaan mohtaaj hoti hai
MOHABBAT KHOOBSOORAT HAI…
Kion bujh kar raakh nahe hotay
Din raaat k aanay janay main
Dunya k ajaib khaanay main
Kabi sheeshay dhundlay hotay hain
Kabi manzar saaf nahi hotay
Kabi sooraj baat nahi krta
Kabi taaray aankh badaltay hain
Kabi manzil peechay rehtay hai
Kabi rastay aagay chaltay hain
Kabi aasain tor nahi charhtin
Kabi khadshay pooray hotay hain
Kabi aankhen daikh nahi saktin
Kabi khwab adhuray hotay hain
Ye sab to sahi hail akin
Is aashob k manzar namay main
Din raaat k aanay janay main
Dunya k ajaib khaanay main
Kuch saaya karti aankhon k pymaan to dikhai detay hain
Hathon sy agarchay door sahi
Imkaan to dikhai detay hain
Han…
Rait k is dariya sy udher
Ek pariton wali basti k
Unwaan to dekhai detay hain
Manzil sy koson door sahi
Pur-dard sahi, ranjoor sahi
Zakhmon sy musafir choor sahi
Par kis sy kahen ay jan-e-wafa
Kuch aisay ghao b hotay hain
Jinhen zakhmi aap nahi dhotay
Bin roye huway aansu ki tarha
Seenay main chupaa k rakhtay hain
Or saari umer nahi rotay
Neenden b mohaiya hoti hain
Sapnay b door nahi hotay
Kyun phir b jagtay rehtay hain?
Kyun saari raat nahi sotay?
Ab kis say kahen ay jan-e-wafa?
Ye ehl-e-wafa kis aag main jaltay rehtay hain
Kyun bujh kar raakh nahi hotay…??
guraiz shab say, seher say kalaam rakhtay thay
guraiz shab say, seher say kalaam rakhtay thay
kabhi wo din thay k zulfon main shaam rakhtay thay
tumhaaray haath lagay hain to jo karo so karo
wagarna tum say to ham so ghulaam rakhtay thay
hamain bhi ghair liya ghar k zo’am nay to khulaa
kuch or log bhi is main qayaam rakhtay thay
yeh or baat hamain dosti na raas aai
hawaa thi sath to khushbu maqaam rakhtay thay
na-jaanay kon si rutt main bichar gaye woh log
jo apny dil main boht ehtaraam rakhtay thay
wo aa to jata kabhi, ham to is k raston par
diyay jalaaye huway subh-o-shaam rakhtay thay…
kabhi wo din thay k zulfon main shaam rakhtay thay
tumhaaray haath lagay hain to jo karo so karo
wagarna tum say to ham so ghulaam rakhtay thay
hamain bhi ghair liya ghar k zo’am nay to khulaa
kuch or log bhi is main qayaam rakhtay thay
yeh or baat hamain dosti na raas aai
hawaa thi sath to khushbu maqaam rakhtay thay
na-jaanay kon si rutt main bichar gaye woh log
jo apny dil main boht ehtaraam rakhtay thay
wo aa to jata kabhi, ham to is k raston par
diyay jalaaye huway subh-o-shaam rakhtay thay…
Tumhare sheher ka mausam barra suhaana lage
Tumhare sheher ka mausam barra suhaana lage,
Main ik shaam chura loon agar bura na lage,
Main ik shaam chura loon agar bura na lage,
Tumhare bas main agar ho to bhool jao humen,
Tumhen bhulaane main shayed mujhe zamaana lage,
Tumhen bhulaane main shayed mujhe zamaana lage,
Hamare pyar se jalne lagi hai ik duniya,
Dua karo kisi dushman ki baduaa na lage,
Dua karo kisi dushman ki baduaa na lage,
Na jane kya hai us ki be-baak ankhon main,
Woh mu chupaa ke jaye bhi to bewafa na lage,
Woh mu chupaa ke jaye bhi to bewafa na lage,
Jo doobna hai to itne sakoon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lage,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lage,
Ho jis ada se mere sath bewafayi kar,
Ke tere baad mujhe koi bewafa na lage,
Ke tere baad mujhe koi bewafa na lage,
Woh phool jo mere daaman se ho geya mansoob,
Khuda kare usay bazaar ki hawa na lage,
Khuda kare usay bazaar ki hawa na lage,
Tum aankh muund ke pe jao zindagi qaiser,
Ke aik ghoont main shaayed yeh bd-maza na lage..
Ke aik ghoont main shaayed yeh bd-maza na lage..
Mosam ko teri deed kay qabil me bana dun
Mosam ko teri deed kay qabil me bana dun,
Jorey me koi phool tar o taza saja dun,
Jorey me koi phool tar o taza saja dun,
Jo mast pawan pi kay nagarya ko chali,
Ik lehza agar thehrey to phir us ko sada dun,
Ik lehza agar thehrey to phir us ko sada dun,
Khud ko bhi lutaon to bohat kami hai meri jan,
Ik umar ka hasil ho tujhey kesi wafa dun,
Ik umar ka hasil ho tujhey kesi wafa dun,
Ik pal bhi sulgatey hoye dekhon na tujhey main,
Jab dhoop parey tujhpey to zulfon ki ghata dun,
Jab dhoop parey tujhpey to zulfon ki ghata dun,
Khushbo sey gila ho na kisi rang e chaman ko,
Phoolon ko mehkaney ki agar koi ada dun.
Phoolon ko mehkaney ki agar koi ada dun.
Tum Laut Ana
Tum Lout Ana,
Koi guzra howa lamha
koi beiti hoi saat
Tumharay dil k band darichay main chali ay
Tumhain aisa lage
key mudat bad
tumhain, Dhemi si, Methi si,
Kasak mehsos hoti hai
Tumhai kuch yaad ata hai
Tu, meray bholay howe sathi
Mere naa meharbaan
Paalat Ana, Paalat Ana
K meri samatain ab bhi
Tumhari ahaton ki muntazir hain..
tum nay murjhaaye huway phool dekhay hain kabhi
tum nay murjhaaye huway phool dekhay hain kabhi?
dil ki qabro’n pay paray
hijr ki laash ki aankho’n pay dharay
!
tum nay uktaaye huway khwaab dekhay hain kabhi?
dard ki palko’n say liptay huway, ghabraaye huway
!
tum nay bay-chain duwayen kabhi dekhi hain
mohabbat k kinaaro’n pay bhatakti phirti
!
aadib! tum nay dekha hai mujhay?
kyaa.. kabhi dekha hai mujhay?
Ab to keh do na
Ab to keh do naa,
Main aj bohat udaas hun
Koi nahin,
Jis se dil ki verani bant sakun
Koi nahin,
Jo mere behte howe ansoun ko rok sake
Koi nahin,
Jo ik zara harf tasali de
Koi nahin,
Jo muskura k kahe
“Apni hasaas ankhun ko taklef na de
Yeh mooti mere dil pe girtey hain”
Koi nahin,
Ager hai,
To bolta kyun nahin hai!!..
Chlo khawabon m milty hain
چلو خوابوں میں ملتے ہیں
کہ نیندیں بانٹ لیتے ہیں
زمانے کی نظر سے دور جا کر گھوم آتے ہیں
نئی دنیا بساتے ہیں
جہاں نہ کوئی روکنے والا
نہ ٹوکنے والا ہو
نہ کوئی خوف دنیا کا
نہ کوئی ڈر زمانے کا
جہاں بارش محبت کی
ہمیں مدہوش کر جائے
تمھارے سامنے میں ہوں
ہمارے سامنے تم ہو
چلو اس زندگانی میں
امر کرلیں اپنی کہانی کو
تو پھر خوابوں ملتے ہیں
محبت اوڑھ لیتے ہیں...!
Wird e Tanhai
(دِلِ زیر لب - وردِ تنہائی )
۔۔۔۔۔
وہ بے حد خاص تھا لیکن مثالِ عام رہتا تھا
بہت ہنس مکھ سا بیلی تھا، بڑا دِلبر سا انساں تھا
مری ہر بات سے واقف،مرے حالات سے واقف
مری ہر بات کو سُنتا تسلی اور توجہ سے
بہت اپنائیت سے پھر وہ اچھے مشورے دیتا
مری بے ربط باتوں کو وہی ترتیب دیتا تھا
زمانے میں نبھانے کامجھے وہ حوصلہ دیتا
اُسے جب بھی کبھی دیکھا ، ہمیشہ مسکراتا تھا
عجب انسان تھا جو سخت مشکل میں بھی ہنستا تھا
کبھی بھی اپنے بارے میں کسی کو نہ بتاتا تھا
ہاں! تنہائی میں زیرِ لب وہ شاید گنگناتا تھا
مرے دریافت کرنے پر، وہ ہنس کر ٹال دیتا تھا
وہ پُر اسرار سا انساں، نجانے اِس طرح کیوں تھا
مگرجیسا بھی تھا لیکن، مجھے اُس کی ضرورت تھی
ضرورت تھی کہ الفت تھی یا پھر شاید محبت تھی
۔۔۔
پھر اِک دِن سردیوں کی شام میں ہم ساتھ تھے کچھ پل
الاؤ کی تپش بھی تھی مگر خنکی بلا کی تھی
وہ آنکھیں موند کر، چادر لیے، تکیے پہ سر رکھے
مجھے سُن کر، تسلی دے کے جانے کی اجازت دی
مگر اُس پل، وہاں رُک کر ، مرا دِل تھا ، اُسے دیکھوں
مرا دِل تھا اُسے کہہ دوں، مرے جذبوں سے ناواقف!
مری سوچوں سے بہرہ ور! مری چاہت سے ناواقف!
اے میرے مہرباں، محسن! مجھے تم سے محبت ہے!
۔۔۔
فضا خاموش تھی، خنکی، تپش ، مسحور سا منظر!
یہاں دھڑکن کی شورش، اور وہاں مدھر سی سرگوشی!!!
وہی مدہوش کرتی گنگناہٹ، "وردِ تنہائی"!!!
"مری سوچوں ناواقف، مرے جذبوں سے ناواقف
جسے میرا پتہ نہ تھا، مجھے اُس سے محبت تھی"
۔۔۔
Wednesday, 20 July 2016
Adhora Such
Suno,
kisi Ne Such kaha tha,
ye,
Mohbbat Mar Nhi Skti,
Magr,
Adhora Such Suna Hmnay,
Mukamal Such to ye he k
Mohabat khud Nhi Marti
Mohbbat Maar deti hai..
kisi Ne Such kaha tha,
ye,
Mohbbat Mar Nhi Skti,
Magr,
Adhora Such Suna Hmnay,
Mukamal Such to ye he k
Mohabat khud Nhi Marti
Mohbbat Maar deti hai..
Ek din younhi baithay baithay
Eik din younhi baithay baithay,
Uss ne mujh se pooch liya tha,
“Tum ne KISI se Pyar kia hai”,
“Ulfat ka Izhaar kia hai”,
…Lekin main Khamoosh raha tha,
Wo khud bhi shurmaii thi,
Thoora sa Ghabraii thi,
Main ne soocha Barsoon pehlay,
Jitnay Sapnay dekhay thay,
Un sapnoon ko Tabeeron se,
Humahung kar denay ka,
Aik yahi to Lamha hai,
Lekin phir yeh soocha main ne,
Janay is k DIL mein kya hoo?
Janay mujh ko samjhti kya ho?
Mujbooori thi Warna main ne,
Aik ussi se pyaar kiya tha.
Kabhi Milege To Phir Tera ‘Haal’ Poochein ge
Kabhi Milege To Phir Tera ‘Haal’ Poochein ge,
Jawab Deinge, Na Kuch,
Bas ‘Sawaal’ Poochein ge,
…Batao Kaise Guzaari
Ye Chaandni Raatein.?
Tumhaary Kaise Katty Maah-o-Saal Poochein ge,
Kabhi Sukoon Mein Be Iztaraab,Paya Hai,
Kabhi Khushi Mein Huwa Hai Malaal Poochein ge,
Hamaari Yaad Kabhi Aai Ya Nahi Aai,
Kabhi Hamaara, Bhi Aaya Khayaal Poochein Ge.
Jawab Deinge, Na Kuch,
Bas ‘Sawaal’ Poochein ge,
…Batao Kaise Guzaari
Ye Chaandni Raatein.?
Tumhaary Kaise Katty Maah-o-Saal Poochein ge,
Kabhi Sukoon Mein Be Iztaraab,Paya Hai,
Kabhi Khushi Mein Huwa Hai Malaal Poochein ge,
Hamaari Yaad Kabhi Aai Ya Nahi Aai,
Kabhi Hamaara, Bhi Aaya Khayaal Poochein Ge.
Chand pher udas hay
Ajnabi sii Rahoon main,
Door tak Nighao main,
Be-Rukhi ka Mausam ha,
…Aaj phir Nighaoon main,
Beety pal ki pyaas ha,
Phir Raha hoon Darbadar,
Moujzy ki Aas ha,
Aisa lagta ha Jasey,
Chand Phir Udaas ha,
Baat tu karey koi,
Saath tu Chaley koi,
Khamoshi ka Pehra ha,
Zakhm dil ka gehra ha,
Aisa lagta ha jasey,
Chand pher udas ha.
Door tak Nighao main,
Be-Rukhi ka Mausam ha,
…Aaj phir Nighaoon main,
Beety pal ki pyaas ha,
Phir Raha hoon Darbadar,
Moujzy ki Aas ha,
Aisa lagta ha Jasey,
Chand Phir Udaas ha,
Baat tu karey koi,
Saath tu Chaley koi,
Khamoshi ka Pehra ha,
Zakhm dil ka gehra ha,
Aisa lagta ha jasey,
Chand pher udas ha.
Duniya to kisi haal mein jeene nahi deti
Duniya to kisi haal mein jeene nahi deite
Chahat nahi hoty kabhi ruswa use kehna
Zarkhez zameenein kabhi banjar nahi hotien
Darya hee badal leite hain rasta use kehna
Who meri rasaayi mein nahi hai tow ajab kia
Hasrat bhi to hai ishq ka lehja use kehna
Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Kuch log safar kae lie mozoo nahi hote
Kuch raste kat-tae nahi tanha Use Kehna.
Sawal yeh nahin taron main roshni kyun hai
Sawal yeh nahin taron main roshni kyun hai,
Sawal yeh hai kay tareek zindagi kyun hai…?
Sawal yeh nahin kyun dukh kay silsilay hain daraaz,
Sawal yeh hai k itni si ye kushi kyun hai…?
…
Sawal yeh nahin awargi hai mera mizaj,
Sawal yeh hai mujhay raat dhundti kyun hai…?
Sawal ye nahin darpaish maslay hain bohat,
Sawal ye hay mujhay in ki aagahi kyun hai…?
Sawal ye nahin kis ko pukarta hun main,
Sawal ye hay k awaaz guunjti kYun hai….?
Sawal yeh hai kay tareek zindagi kyun hai…?
Sawal yeh nahin kyun dukh kay silsilay hain daraaz,
Sawal yeh hai k itni si ye kushi kyun hai…?
…
Sawal yeh nahin awargi hai mera mizaj,
Sawal yeh hai mujhay raat dhundti kyun hai…?
Sawal ye nahin darpaish maslay hain bohat,
Sawal ye hay mujhay in ki aagahi kyun hai…?
Sawal ye nahin kis ko pukarta hun main,
Sawal ye hay k awaaz guunjti kYun hai….?
Aadawtain kab tak bharhah k rakhay ga
Aadawtain kab tak bharhah k rakhay ga.
ye chahtain kab tak chopa k rakhay ga .
Main ghair hon ye kab tak bataay ga khud ko .
Tu Dil ko kab tak samja k rakhay ga.
Mana Aana perasat hai tu bhi jlay ga umer sari
Atish-e-Ishaq se khud ko kab tak bacha k rakhay ga .
Meri nazroon ko na sahi lafzoon ko to samjta ho ga.
Meri chahatoon ko tu kab taak dubaa k rakhay ga.
Ye Aana bhi Ghazab ki chiz hai jala diti hai sab.
Ye payyar Ishaq mohabat tera sab kuch jala k rakay ga
ye chahtain kab tak chopa k rakhay ga .
Main ghair hon ye kab tak bataay ga khud ko .
Tu Dil ko kab tak samja k rakhay ga.
Mana Aana perasat hai tu bhi jlay ga umer sari
Atish-e-Ishaq se khud ko kab tak bacha k rakhay ga .
Meri nazroon ko na sahi lafzoon ko to samjta ho ga.
Meri chahatoon ko tu kab taak dubaa k rakhay ga.
Ye Aana bhi Ghazab ki chiz hai jala diti hai sab.
Ye payyar Ishaq mohabat tera sab kuch jala k rakay ga
Mujhay Tum Se Mohabbat Thi
Mujhay Tum Se Mohabbat Thi
Main Ab Iqraar Karta Hoon
Bahut Pehlay Jo Karna Tha
Woh Ab Izhaar Karta Hoon
Bahut Chaaha Tha Ban Jaoo’n
Kabhi Saaya Tumhara Main
Tumhari Aankh Mein Chamkoo’n
Kabhi Ban Ke Sitaara Main
Koi Jazbaa He Ban Jaoo’n
Tumharay Dil Mein Pal Jaoo’n
Adaa Ho Jaoo’n Honto’n Se
Naye Lafzo’n Mein Dhal Jaoo’n
Hawaa Ka Jhau’nka Ban Jaoo’n
Tumhari Zulf Se Khailoo’n
Tumhain De Kar Khushi Apni
Tumharay Saaray Gham Le Loo’n
Main Ab Iqraar Karta Hoon
Bahut Pehlay Jo Karna Tha
Woh Ab Izhaar Karta Hoon
Bahut Chaaha Tha Ban Jaoo’n
Kabhi Saaya Tumhara Main
Tumhari Aankh Mein Chamkoo’n
Kabhi Ban Ke Sitaara Main
Koi Jazbaa He Ban Jaoo’n
Tumharay Dil Mein Pal Jaoo’n
Adaa Ho Jaoo’n Honto’n Se
Naye Lafzo’n Mein Dhal Jaoo’n
Hawaa Ka Jhau’nka Ban Jaoo’n
Tumhari Zulf Se Khailoo’n
Tumhain De Kar Khushi Apni
Tumharay Saaray Gham Le Loo’n
Main Tere Hath Pe Rach Jaunga Rangon Ki Tarah
Main Tere Hath Pe Rach Jaunga Rangon Ki Tarah,
Tu Mera Nam Kabi Hathon Pe Saja K To Dekh,
…Main Tere Jism May Mehkunga Gulabon Ki Tarah,
Aa Kabi Mujhko Dil May Basa K to Dekh,
Main Tere Lab Pe Chha Jaunga Muskurahat Ki Tarah,
Apnay Honton Se Mera Naam Bula K To Dekh,
Main Teri Aankh May Bas Jaunga Kajal Ki Tarah,
Tu Meri Yaad Ka Ek Khuwab Saja K To Dekh,
Main Bikhar Jaunga Char Su Khushion Ki Tarah,
Apnay Naam se Mera Naam Mila K To Dekh.
Tu Mera Nam Kabi Hathon Pe Saja K To Dekh,
…Main Tere Jism May Mehkunga Gulabon Ki Tarah,
Aa Kabi Mujhko Dil May Basa K to Dekh,
Main Tere Lab Pe Chha Jaunga Muskurahat Ki Tarah,
Apnay Honton Se Mera Naam Bula K To Dekh,
Main Teri Aankh May Bas Jaunga Kajal Ki Tarah,
Tu Meri Yaad Ka Ek Khuwab Saja K To Dekh,
Main Bikhar Jaunga Char Su Khushion Ki Tarah,
Apnay Naam se Mera Naam Mila K To Dekh.
Humara Bas Nahi Chalta
Humara Bas Nahi Chalta ..!
…Tumhe Banho Me Bhar Lete
Tumhe Sab Se Chupa Lete
Tumhe Ankho Me Rakh Lete
Kabhi Na Roothne Dete
Kabhi Na Tootne Dete
Tumhe Hum Qaid Kar Lete
Bus Apne Dil Ki Dunya Me
Kisi Bhi Haal Me Hum Phir
Tumhe Azaad Na Karte,
Sabhi Dunya Bhula Dete,
Tumhe Apna Bana Lete,
Hamare Bus Me Hota Tou,
Magar Hai Bebasi Aisi,
Hamara Dil Machalta Hai,
Tumhe Hi Yad Karta Hai,
Tumhara Qurb Chahta Hai,
Magar Hum Kya Karen Jana,
Hamara Bus Nhi Chalta
…Tumhe Banho Me Bhar Lete
Tumhe Sab Se Chupa Lete
Tumhe Ankho Me Rakh Lete
Kabhi Na Roothne Dete
Kabhi Na Tootne Dete
Tumhe Hum Qaid Kar Lete
Bus Apne Dil Ki Dunya Me
Kisi Bhi Haal Me Hum Phir
Tumhe Azaad Na Karte,
Sabhi Dunya Bhula Dete,
Tumhe Apna Bana Lete,
Hamare Bus Me Hota Tou,
Magar Hai Bebasi Aisi,
Hamara Dil Machalta Hai,
Tumhe Hi Yad Karta Hai,
Tumhara Qurb Chahta Hai,
Magar Hum Kya Karen Jana,
Hamara Bus Nhi Chalta
Subscribe to:
Posts (Atom)