affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Baton baton mein bicharne ka ishara kar ke

Saturday, 2 February 2013

Baton baton mein bicharne ka ishara kar ke

Baton baton mein bicharne ka ishara kar ke

باتُوں باتُوں میں بِچَھڑنے کا اِشارہ کَر کے
،خُود بھی رَویا وہ بہت ہَم سے کِنارہ کَر کے

سَوچتا رَہتا ہُوں تَنہائی میں اَنجامِ خُلُوص
،پِھر اُسی جُرمِ مُحبّت کَو دُوبارہ کَر کے

جَگمَگا دِی ہیں تَیرے شَہر کی گَلِیاں میں نے
،اَپنے ہَر اَشک کَو پَلکُوں پہ سِتارہ کَر کے

دَیکھ لَیتے ہیں چَلو حَوصلہ اَپنے دِل کا
،اَور کُچھ رَوز تَیرے ساتھ گُزارا کَر کے

اَیک ہی شَہر میں رَہنا مَگر مِلنا نَہیں
دَیکھتے ہیں یہ اَذِیَّت گَوارا کَر کے


Baaton Baaton Men Bicharne Ka Ishara Kar K
Khud  Bhi Roya Woh Bohat Hum Se Kinara Kar K,

Sochta Rehta Hoon Tanhai Men Ajnjam-e-Khaloos
Phir Isi Jrum-e-Mohabbat Ko Dobara Kar K,

Jagmagadi Hen Tere Shehar Ki Galyaan Men Ne
Apne Har Ashk Ko Palkon Pay Sirtara Kar K,

Dekh Lete Hen Chalo Hosla Apne Dil Ka
Aur Kuch Roz Tere Saath Guzara Kar K,

Aik He Shehar Men Rehna Magar Milna Nahi
Dekhtay Hen Yeh Aziyat Bhi Gawara Kar K...

No comments:

Post a Comment