chalo aisa karen mil k sitaray bant litey hain
Zarurat k mutabiq sub sahary bant lety hain
muhabbat karney walon ki tijarat bhi anokhi hay
Munafa chhor dete hai khasaray bant lety hain
Agar milna nahi mumkin to lehron pe qadam rakh kar
Abhi darya-e-ulfat k kinaray bant lety hain
Meri jholi me jitny bhi wafa k phool hain inko
Ikatthay beth kar ik roz saray bant lety hain
muhabbat k elawa paas apny kuch nahi FARAZ
Isi Doulat ko ham qismat k maaray bant lety hain

bahi sab poet ka Naam change ker doo ya Faiz Ahmed Faiz ki poetry hai
ReplyDeleteapp nay poet ka naam galat likh hai. bahi sab poet ka Naam change ker doo ya Faiz Ahmed Faiz ki poetry hai
ReplyDeletehttps://urdupoetryromantic.com/chalo-ab-aisa-karte-hain-sitare-baant-lete-hain-lyrics-by-faiz-ahmed-faiz/