affiliate marketing Famous Urdu Poetry: November 2013

Saturday, 30 November 2013

Sara zamana tha us kay janazay mein shareek

Sara zamana tha us kay janazay mein shareek

wo ek shaks jo tanhai k khouf se mar gaya...

عرصہ بیت گیا تیری محبت کی قسطیں بھرتے بھرتے

اسے کہو اب تو ہمیں ملکیت دے دے اپنی۔۔۔
عرصہ بیت گیا تیری محبت کی قسطیں بھرتے بھرتے۔۔۔

ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺍُﺳﮑﮯ ﺑﺪﻟﮯ ﻟﮩﺠﮯ ﮐﯽ ﻭﺿﺎﺣﺖ ﭘُﻮﭼﮭﯽ

ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺍُﺳﮑﮯ ﺑﺪﻟﮯ ﻟﮩﺠﮯ ﮐﯽ۔۔۔۔
ﻭﺿﺎﺣﺖ ﭘُﻮﭼﮭﯽ۔۔۔۔
ﮐُﭽﮫ ﺩﯾﺮ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﺭﮨﺎ۔۔۔۔
ﭘﮭﺮ ﻣُﺴﮑﺮﺍ ﮐﺮ ﺑﻮﻻ۔۔۔۔
ﭘﺎﮔﻞ۔۔۔ !
ﺟﺐ ﻟﮩﺠﮯ ﺑﺪﻝ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﺗﻮ۔۔۔۔
ﻭﺿﺎﺣﺘﯿﮟ ﮐﯿﺴﯽ۔۔۔؟؟

Friday, 29 November 2013

Us Ka Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jata Hoon

Us Ka Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jata Hoon

Us Ko Jab Yaad Karta Hoon Bhulana Bhool Jata Hoon

Bohut C Aisi Baatain Hain Jo Mere Dil Mein Rehti Hain

Magar Jab Us Se Milta Hoon Sunana Bhool Jata Hoon

Us Ke Bad Ab Her Pal Bari Mushkil Se Katta Hai

Mein Aksar Us Ko Khawabon Mein Batana Bhool Jata Hoon

Hum Ko Maloom Hai Ke Bewafa Woh Hai 

Dil Ke Hathon Fareb Khata Hon 

Mein Her Sham Kehta Hoon Ke Us Ko Bhool Jaon Ga

Magar Jab Subha Hoti Hai Tu Bholana Bhool Jata Hoon

ھے فقط معتبر وھی جس نے قفل ھونٹوں پہ ڈال رکھے ھیں

 ____ھے فقط معتبر وھی
جس نے ....
!!قفل _____ ھونٹوں پہ ڈال رکھے ھیں 

___زندگی 
__ بددعائیں دیتی ھے ....
 ______ھم نے وہ
!!!!!شوق پال رکھےھیں 

ہوا کے ہاتھ ایک پیغام

ہوا کے ہاتھ ایک پیغام

!اُسے کہنا 
ابھی تک دل دھڑکتا ہے
ابھی تک سانس چلتی ہے
ابھی تک یہ مری آنکھیں
سہانے خواب بنتی ہیں
مرے ہونٹوں کی جنبش میں
تمہارا نام رہتا ہے
ابھی بارش کی بوندوں میں
تمہارا پیار باقی ہے
اُسے یہ بھی بتا دینا
ابھی اظہار باقی ہے
ابھی یادوں کے کانٹوں سے
مرا دامن الجھتا ہے
تمہارا پیار سینے میں
کہیں اب بھی دھڑکتا ہے
ہوا اب بھی موافق ہے
ہمارے ساتھ چلتی ہے

!اُسے کہنا 
جدائی کا ابھی موسم نہیں آیا
محبت کی کہانی میں
کہیں پر غم نہیں آیا
مگر سب کچھ بدلنے میں
بھلا کیا دیر لگتی ہے
کسی کی یاد ڈھلنے میں
بھلا کیا دیر لگتی ہے
نئی صبح نکلنے میں
بھلا کیا دیر لگتی ہے

!اُسے کہنا 
!وہ جلدی فیصلہ کر لے
نئے رستوں پہ چلنے میں
بھلا کیا دیر لگتی ہے

لاسٹ کال

لاسٹ کال

کل ہمیشہ کی طرح اس نے کہا یہ فون پر
میں بہت مصروف ہوں مجھ کو بہت سے کام ہیں

اس لیے تم آؤ ملنے میں تو آ سکتی نہیں
ہر روایت توڑ کر اس بار میں نے کہہ دیا

تم جو ہو مصروف میں بھی بہت مصروف ہوں
تم جو ہو مشہور تو میں بھی بہت معروف ہوں

تم اگر غمگین ہو میں بھی بہت رنجور ہوں
تم تھکن سے چور تو میں بھی تھکن سے چور ہوں

جان من ہے وقت میرا بھی بہت ہی قیمتی
کچھ پُرانے دوستوں نے ملنے آنا ہے ابھی

میں بھی اب فارغ نہیں مجھ کو بھی لاکھوں کام ہیں
ورنہ کہنے کو تو سب لمحے تمھارے نام ہیں

میری آنکھیں بھی بہت بوجھل ہیں سونا ہے مجھے
رتجگوں کے بعد اب نیندوں میں کھونا ہے مجھے

میں لہو اپنی اناؤں کا بہا سکتا نہیں
تم نہیں آتی تو ملنے میں بھی آ سکتا نہیں

اس کو یہ کہہ کر وصی میں نے ریسیور رکھ دیا
اور پھر اپنی انا کے پاؤں پے سر رکھ دیا 

ﺍﺱ ﻭﻗﺖ ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﺁﺟﺎﺅ

ﺍﺱ ﻭﻗﺖ ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﺁﺟﺎﺅ۔۔۔
ﺟﺐ ﺷﺐ ﮐﮯ ﺷﮑﺴﺘﮧ ﺯﯾﻨﻮﮞ ﺳﮯ
ﻣﮩﺘﺎﺏ ﺍﺗﺮﻧﮯ ﻟﮕﺘﺎ ﮨﮯ
ﺟﺐ ﻏﻢ ﮐﮯ ﺳﺮﺩ ﺍﻻﺅ ﻣﯿﮟ ﺍﻣﯿﺪﯾﮟ
ﺑﺠﮭﻨﮯ ﻟﮕﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺟﺐ ﺩﻝ ﮐﮯ ﺷﻮﺭﯾﺪﮦ ﺳﻤﻨﺪ ﺭ ﻣﯿﮟ
ﺁﻭﺍﺯﯾﮟ ﻣﺮﻧﮯ ﻟﮕﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺟﺐ ﻣﻮﺳﻢ ﮨﺎﺗﮫ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﺗﺎ،
ﺟﺐ ﺗﺘﻠﯽ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﯽ
ﺟﺐ ﺯﻧﺪﮦ ﺭﮨﻨﺎ ﺍﮎ ﺑﮯ ﻣﻌﻨﯽ ﮐﺎﻡ
ﺩﮐﮭﺎﺋﯽ ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ
ﺟﺐ ﺁﻧﮯ ﻭﺍﻻ ﮨﺮ ﻟﻤﺤﮧ ﺩﺷﻤﻦ ﺩﮐﮭﺎﺋﯽ
ﺩﯾﺘﺎ ﮨﮯ
ﺟﺐ ﯾﺎﺩ ﮐﮯ ﮔﮩﺮﮮ ﺳﻨﺎﭨﮯ ﻣﯿﮟ ﭼﮩﺮﮮ
ﮔﻢ ﮨﻮﺟﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﺟﺐ ﺩﺭﺩ ﺳﮯ ﺑﻮﺟﮭﻞ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮔﺮﺩﺍﺏ ﺳﮯ ﭘﮍﻧﮯ ﻟﮕﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﺟﺐ ﺷﻤﻌﯿﮟ ﮔﻞ ﮨﻮ ﺟﺎﺗﯽ ﮨﯿﮟ،
ﺟﺐ ﺧﻮﺍﺏ ﺑﮑﮭﺮﻧﮯ ﻟﮕﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﺍﺱ ﻭﻗﺖ ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﺁﺟﺎﺅ۔۔۔!!!

Tumhain Janan Ijazat Hai

Tumhain Janan Ijazat Hai
K in Tareek Rahon Par
Thakan Si Khud Mein Pao to
Andheron Se Kabhi Dil Dol Jae
Thak Si Jao To
…Mere Jalte Hue Lamhon
Mere Bekangal Hathon Se ChOra K Apne Hathon Ko
Fiza Ki Naghmagi Se tum Nae Geeton Ko Chun Lena
Haseen Palkon Ki Nokon Par Nae Khawab Bun Lena
Koi Gar Pooche Mera To Usse Zikar Mat Karna
Mere Jeevan Ki Jalti Dopahar Se Begharz Ho Kar
Tum Apni Chandni Raton Mein Jugnoo Palti Rehna
Meri Tanhaiyon Ki Wehshaton Ki Fikar Mat Karna
Tumhein Is Ki Ijazat Hai
Mere Sab Khat Jala Dena
Mere Tohfoon Ko Darya Mein Baha Dena
Meri Har Yad Ko Dil Se Khurachna
Or
Mita Dena
Tumhain Bilkul Ijazat hai
K Jab Chaho Bhula Dena
Magar Itni Guzarish Hai
Agar Aisa Na ho Janan
To Acha Hai Na………… !!

Thursday, 28 November 2013

تم عشق جیسے ہو

سنو
تم عشق جیسے ہو
بہت سچے
بہت اجلے
ہمیشہ اتنے گہرے کہ
تمہاری کھوج میں نکلیں تو اپنی سمت کا رستہ بھی کھو جائے
تمہیں کیسے کوئی سمجھے
تمہیں کیسے کوئی پائے

.سنو
تم عشق جیسے ہو
بہت سچے
بہت اجلے —

تم نے کوئی کمی نہیں چھوڑی

یہ ہمہی ھیں کہ جی رہے ھیں مگر

تم نے کوئی کمی نہیں چھوڑی

لفظ آتش فشاں نہیں ہوتے

آگ لہجے کی جلاتی ہے

لفظ آتش فشاں نہیں ہوتے

ﮐﭽﮫ ﺩﻭﺭ ﭼﻠﻮ ﺗﻨﮩﺎ ﺗﻨﮩﺎ

ﺟﺐ ﺷﮩﺮِ ﺧﺰﺍﮞ ﻣﯿﮟ ﺁﺋﮯ ﮨﻮ
ﮐﭽﮫ ﺩﻭﺭ ﭼﻠﻮ ﺗﻨﮩﺎ ﺗﻨﮩﺎ
ﮐﭽﮫ ﺩﯾﺮ ﺳﻨﻮ ﺳﻨﺎﭨﮯ ﻣﯿﮟ
ﮐﻮﺋﯽ ﻧﻮﺣﮧ ﭘﯿﻠﮯ ﭘﺘﻮﮞ ﮐﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﺗﯿﺰ ﮨﻮﺍ ﮐﮯ ﮨﺎﺗﮭﻮﮞ ﺳﮯ
ﮔﺮﯼ ﭨﮩﻨﯽ ﺳﻮﮐﮭﯽ ﺷﺎﺧﻮﮞ ﺳﮯ
ﮐﭽﮫ ﺑﺎﺕ ﮐﺮﻭ ﺩﮬﯿﺮﮮ ﺩﮬﯿﺮﮮ
ﮐﭽﮫ ﺧﺎﮎ ﺍﮌﺍﺅ ﺭﺳﺘﻮﮞ ﮐﯽ
ﮐﭽﮫ ﮔﺮﺩ ﺳﺠﺎﺅ ﭘﻠﮑﻮﮞ ﭘﺮ
ﺫﺭﺍ ﺳﺮ ﭘﮧ ﺑﭩﮭﺎﺅ ﺫﺭﻭﮞ ﮐﻮ
ﭘﮭﺮ ﮐﮭﻮﻟﻮ ﺩﺭﺩ ﮐﮯ ﺑﺴﺘﺮ ﮐﻮ
ﭘﮭﺮ ﺍﻭﮌﮬﻮ ﭼﺎﺩﺭ ﺯﺧﻤﻮﮞ ﮐﯽ
ﭘﮭﺮ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺳﯿﻨﮯ ﻣﯿﮟ
ﮐﻮﺋﯽ ﺳﺮﺥ ﺳﯽ ﮐﻮﻧﭙﻞ ﭘﮭﻮﭨﺘﯽ ﮨﮯ
ﭘﮭﺮ ﺭﺍﮐﮫ ﮐﺮﯾﺪﻭ ﯾﺎﺩﻭﮞ ﮐﯽ
ﮐﻮﺋﯽ ﭼﻨﮕﺎﺭﯼ ﮨﮯ ﻣﮩﮑﮯ ﮔﯽ
ﭘﮭﺮ ﺍﺟﮍﯼ ﺳﻮﻧﯽ ﮔﻠﯿﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﻮﺋﯽ ﮈﮬﻮﻧﮉﻭ ﯾﺎﺭ ﮐﺎ ﻧﻘﺶِ ﻗﺪﻡ
ﺟﺐ ﺷﮩﺮِ ﺧﺰﺍﮞ ﻣﯿﮟ ﺁﺋﮯ ﮨﻮ
ﮐﭽﮫ ﺩﻭﺭ ﭼﻠﻮ ﺗﻨﮩﺎ ﺗﻨﮩﺎ

جیت وہ ہوگی جب جیتو گی اپنے آپ سے جنگ

سوکھے ہونٹ، سلگتی آنکھیں، سرسوں جیسا رنگ
برسوں بعد وہ دیکھ کے مجھ کو رہ جائے گا دنگ

ماضی کا وہ لمحہ مجھ کو آج بھی خون رلائے
اکھڑی اکھڑی باتیں اس کی، غیروں جیسے ڈھنگ

تارہ بن کے دور افق پر کانپے، لرزے، ڈولے
کچی ڈور سے اڑنے والی دیکھو ایک پتنگ

دل کو تو پہلے ہی درد کی دیمک چاٹ گئی تھی
روح کو بھی اب کھاتا جائے تنہائی کا زنگ

انہی کے صدقے یا رب میری مشکل کر آسان
میرے جیسے اور بھی ہیں جو دل کے ہاتھوں تنگ

سب کچھ دے کر ہنس دی اور پھر کہنے لگی تقدیر
کبھی نہ ہوگی پوری تیرے دل کی ایک امنگ

شبنم کوئی جو تجھ سے ہارے، جیت پہ مان نہ کرنا
جیت وہ ہوگی جب جیتو گی اپنے آپ سے جنگ

Us ka ishq chaand jesa tha..

Us ka ishq chaand jesa tha..
Pura hua to ghattney laga.. 

کبھی تو محیطِ حواس تھا سو نہیں رھا

کبھی تو محیطِ حواس تھا سو نہیں رھا
میں تیرے بغیر اداس تھا سو نہیں رھا
مری وسعتوں کی ھوس کا خانہ خراب ھو
میرا گاؤں شہر کے پاس تھا سو نہیں رھا
تیری دسترس میں تھیں بخششیں سو نہیں رہیں
میرے لب پہ حرف سپاس تھا سو نہیں رھا
مرا عکس مجھ سے الجھ پڑا تو گرہ کھلی
کبھی میں بھی چہرہ شناس تھا سو نہیں رہا
میرے بعد نوحہ بہ لب ھوائیں کہا کریں
وہ جو اک دریدہ لباس تھا سو نہیں رھا
میں شکستہ دل ھوں صفِ عدو کی شکست پر
وہ جو لطفِ خوف و ھراس تھا سو نہیں رھا

Ibn e mariyam howa kary koi....

Ibn e mariyam howa kary koi....
Mery dukh ki dawa kary koi...

Shara'a o aaein par madar sahi....
Aisy qaatil ka kya kary koi ?

Chaal, jaisy karri kamaan ka teer....
Dil me aisy k jaaa kary koi..

Baat par waaan zabaan kat.ti hai....
Wo kahen or sunaa kary koi..

Bak raha hon junoon me kya kya kuch..
Kuch naa samjhy Khuda kary koi..

Naa suno, gar bura kahy koi..
Naa kaho, gar bura kary koi..

Rok lo, gar ghalat chaly koi..
Bakhsh do, gar khata kary koi..

Kon hai, jo nahi hai hajat mand...?
Kes ki hajat rawwa kary koi...

Kya kiaa khizar ny sikandar sy...
Ab kesy rehnuma kary koi..

Jab tawaqu hi uth gai Ghalib....!
Kyon kisi ka gilla kary koi.?

ﺧـُـﺪﺍ ﮐـﺮﮮ ﯾـﮧ ﮐــﮩﯿﮟ ﻣــﯿﺮﯼ ﺑــﺪ ﺩﻋــﺎ ﮨــﯽ ﻧـﮧ ﮨـﻮ

ﺻــﺪﻑ ﮐﮯ ﮐﺎﻥ ﻣــﯿﮟ ﺍﮎ ﺑﺎﺕ ﮐﺮ ﮐﮯ ﺳــﺐ ﭼُــﭗ ﺗﮭــﮯ
ﭘﮭـﺮ ﺍُﺱ ﮐﮯ ﺑﻌــﺪ، ﺳِـــﻮﺍ ﺍِﮎ ﮔــﮩﺮ ﮐﮯ ، ﺳــﺐ ﭼُــﭗ ﺗﮭــﮯ

ﺑُﺠــﮭﮯ ﺑُﺠــﮭﮯ ﺗﮭــﮯ ﺗـﻮ ﮨﻢ ﺭﻭﺷــﻨﯽ ﺑﮭــﯽ ﺩﮮ ﻧﮧ ﺳـــﮑﮯ
ﺻــﺪﺍ ﮐــﯽ ﻃــﺮﺡ ﮨَـﻮﺍ ﻣــﯿﮟ ﺑﮑـﮭﺮ ﮐــﮯ ﺳــﺐ ﭼُـﭗ ﺗﮭــﮯ

ﻧـﮧ ﺟـﺎﻧـﮯ ﮐـﯿﺴـــﺎ ﺍﻧﮩـﻮﻧﺎ ﺳــﺎ ﺣـﺎﺩﺛـﮧ ﺗﮭــﺎ ﻭﮦ
ﺑـﺲ ﺍﯾـﮏ ﻟـﻤــﺤـﮯ ﻣــﯿﮟ ﺍﻓــﺮﺍﺩ ﮔﮭــﺮ ﮐــﮯ ﺳــﺐ ﭼُــﭗ ﺗﮭــﮯ

ﺳــﻤﺠﮫ ﺭﮨــﮯ ﺗﮭــﮯ ﺳــﻤﻨﺪﺭ ﻣــﯿﮟ ﮐـﭽﮫ ﺧــﺰﺍﻧــﮯ ﮨﯿــﮟ
ﻧـﺸــﯿﺐِ ﺑﺤـــﺮ ﻣـــﯿﮟ ﻟﯿﮑـــﻦ ﺍُﺗـﺮ ﮐﮯ ﺳــﺐ ﭼُــﭗ ﺗﮭــﮯ

ﺧـُـﺪﺍ ﮐـﺮﮮ ﯾـﮧ ﮐــﮩﯿﮟ ﻣــﯿﺮﯼ ﺑــﺪ ﺩﻋــﺎ ﮨــﯽ ﻧـﮧ ﮨـﻮ
ﺟــﻮ ﺑــﻮﻟﺘــﮯ ﮨـﻮﺋـﮯ ﺗﮭــﮯ ﻋﻤـــﺮ ﺑﮭــﺮ ﮐﮯ، ﺳــﺐ ﭼــﭗ ﺗﮭــﮯ

مجھے یاد کر ، مجھے یاد آ

کو ئی مجھ کو ایسی دلیل دے ۔۔۔۔۔
کہ میں توڑ کر ترے نقش
آنکھ کی پُتلیوں سے مٹا سکوں

کو ئی مجھ کو ایسی دلیل دے ۔۔۔۔۔ !
... کہ میں دل سے تری
عمر بھر کی رفاقتوں کو مٹا سکوں

کو ئی مجھ کو ایسی دلیل دے ۔۔۔۔۔ !
کہ میں عمر بھر تیری یاد کا
کوئی جشن ہی نہ منا سکوں
اگر ایسی کوئی سبیل ہے تو پھر آزما
جو نہیں تو پھر ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ !!

مجھے یاد کر ، مجھے یاد آ

میرے دل کی ہے یہی آرزو مجھے تو ہی بس ملا کرے

میرے دل کی ہے یہی آرزو مجھے تو ہی بس ملا کرے
یونہی چاہے مجھ کو تمام عمر نہ شکائیتں نہ گلہ کرے

میری چاہتیں میری خواہشیں، میری زندگی ہے ترےلیے
میری رب سے یہی دعا ہے بس تجھے کوئی نہ مجھ سے جداکرے

میرے خواب میرے یہ رت جگے میری نیند بھی ہے تیرے لیے
میری زندگی جو بچی ہے اب تیرے نام اس کو خدا کرے

مجھے زندگی سے گلہ نہیں مجھے تجھ سے بس یہی آس ہے
میں بھی چاہوں تجھ کو سدا یونہی تو وفا کرے یا جفا کرے

یہ وہ فاصلے ہیں میرے صنم جنہیں کوئی بھی نہ مٹا سکا
یہ توفیصلے ہیں نصیب کے انہیں کیسے کوئی مٹا کرے

میری زندگی میں خزاں ہے بس نہ بہار ہی کبھی آ سکی
یہی اشک میرا نصیب ہیں کوئی گُل خوشی کا کھِلا کرے

Hawa Thami Thi Zaroor Lekin

Hawa Thami Thi Zaroor Lekin,
Wo Shaam Jesy Sisak Rahi Thi
K Zard Patton Ko Aandhiyun Ne Ajeeb Qissa Suna Dia Tha
K Jis Ko Sun Kar Tamam Pattay
Sisak Rahe Thy
Bilak Rahe Thy
Janae Kis Sanyhey K Ghum Main
Shajar Jaron Se Utar Chuke Thy
Bohat Talasha Tha Hum Ne Tumko
Har Aik Rasta, Har Aik Waadi
Har Aik Parbat, Har Aik Ghaati
Kahin Se Teri Khabar Na Ayi
To Ye Keh K Hum Ne Dil Ko Tala
Hawa Thame Gi To Daikh Lain Gy
Hum Us K Raston Ko Dhoond Lain Gy
Magar Hamari Ye Khush Khayali
Jo Hum Ko Barbaad Kar Gaye Thi
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Mud'dat Guzar Chuki Thi
Hamare Balon K Jungalon Main
Safaid Chandi Utar Chuki Thi
Falak Pe Taray Nahi Rahy Thy
Gulaab Pyare Nahi Rahy Thy
Wo Jin Se Basti Thi Dil Ki Basti
Wo Loog Saare Nahi Rahe Thy
Ye Almiya Sab Se Baalatar Thy
K Hum Tumhare Nahi Rahe Thy
K Tum Hamare Nahi Rahy thy
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin
Bari Hi Mud'dat Guzar Chuki Thi

Kon jheeley teri sachaiyon ko

Kon jheeley teri sachaiyon ko...
Zindagi ! ankhain mundi rehney dey...

ﺩﺭِ ﮐﺴﺮﯼٰ ﭘﮧ ﺻﺪﺍ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺩﺭِ ﮐﺴﺮﯼٰ ﭘﮧ ﺻﺪﺍ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ
ﺍِﮎ ﮐﮭﻨﮉﺭ ﻣﺠﮭﮑﻮ ﻋﻄﺎ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺟﺲ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﮮ ﻣﯿﮟ ﺳﺘﺎﺭﮮ ﻧﮧ ﺟﻠﮯ
ﺍﯾﮏ ﻣﭩﯽ ﮐﺎ ﺩﯾﺎ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺭﯾﺖ ﺑﮭﯽ ﮨﺎﺗﮫ ﻣﯿﮟ ﺟﺲ ﮐﮯ ﻧﮧ ﺭُﮐﯽ
ﻭﮦ ﺗﮩﯽ ﺩﺳﺖِ ﺩﻋﺎ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﮈﮬﺐ ﺳﮯ ﺟﯿﻨﺎ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﺁﯾﺎ ﺟﺲ ﮐﻮ
ﺍﭘﻨﮯ ﻣﺮﻧﮯ ﮐﺎ ﮔِﻠﮧ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺍُﺱ ﮐﺎ ﮨﻮﻧﺎ ﮨﮯ ﻣِﺮﮮ ﮨﻮﻧﮯ ﺳﮯ
ﻣﯿﮟ ﻧﮧ ﮨﻮﺗﺎ ﺗﻮ خدا ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺗُﻮ ﻧﮯ ﮐﺐ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺩﯾﮯ ﻣﯿﺮﮮ ﺣﻘﻮﻕ
ﻣﯿﮟ ﺗِﺮﺍ ﻓﺮﺽ ﺍﺩﺍ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺍﯾﮏ ﺩﮬﺘﮑﺎ ﺗﻮ ﺟﮭﻮﻟﯽ ﻣﯿﮟ ﭘﮍﯼ
ﺗُﻮ ﻧﮧ ﮨﻮﺗﺎ ﺗﻮ ﮔﺪﺍ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺟﻮ ﻧﮧ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﻣﻔﮩﻮﻡِ ﻭﻓﺎ
ﺍﭘﻨﺎ ﻭﻋﺪﮦ ﺑﮭﯽ ﻭﻓﺎ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﺗﺸﻨﮧ ﻟﺐ ﺁﺋﮯ ﻣﮕﺮ ﮈُﻭﺏ ﮔﺌﮯ
ﭼﺸﻤﮧﺀ ﺁﺏِ ﺑﻘﺎ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﺗﺎ

ﻧﮑﮩﺖ ﻭ ﺭﻧﮓ ﮐﺎ ﭘﯿﺎﺳﺎ ﺗﮭﺎ ﻧﺪﯾﻢ
ﺻﺮﻑ ﺍﮎ ﻟﻤﺲِ ﮨﻮﺍ ﮐﯿﺎ کرتا

Ay Kash k BaraS jaye Yahan Noor ki Barish

Ay Kash k BaraS jaye Yahan Noor ki Barish ...

Emaan k Sheeshon per Bari Gard Jami HAI .

Laakh Masmaar Kiye Jaen Zamane Wale

Laakh Masmaar Kiye Jaen  Zamane Wale
Aa He Jatey Hein Naya Shehar Basane Wale

Iski Zad Par Woh Kabhi Khud Bhi Tou Aa Sakte Hein
Yeh Kahan Jantey Hein  , Aag Laganay Waley

Ab Tou Sawan Mein Bhi Barood Barasta Hai
Ab Woh Mo0sam Nahi Barish Mein Nahane Waley

Sar Se Jata He Nahi Wada-e-Farwa Ka Junoo
Mar Gaey Adal Ki Zanjeer Hilaney Waley

Hum Ne Kehte Thay Tujhe Waqt Bohat Zalim Hai
Kia Huey, Ab Woh Tere Naaz Uthaney Waley

Saey Mein Bethi Hui Nasal Ko Maloom Nahi
Dhoop Ki Nazar Huey Pairr Laganey Waley

Ghar Mein Diwarein Hein Or Sehan Mein Aanklhein Hein Saleem
Itnay Aazaad Nahi Wada Nibhane Waley………..

Milay hain baad muddat k

Milay hain baad muddat k, bala k sard hain lehjey ! 

K jalna bhi nhi mumkin, pighalna bhi nhi mumkin.. 

Ta'alluq toot jaane se, umeeden toot jati hain.. 

Dilon me hsraten le kr, behelna bhi nhi mumkin.. 

Bohat nakamiyan le kr, huye hain khaak k qaidi 

Chalo ab aaj se ghar se, nikalna bhi nhi mumkin 

"Usay itna na socha kr, 
Teri aadat na ban jaye... 

Phir aisi aadatain "MOHSIN" 
badalna bhi nhi mumkin....!!

Ye Mosam Sard Hawaon Ka

Ye Mosam Sard Hawaon Ka
Kyun laut k phir se aaya hai
Mujhko kar k tanha sa
Be-tabi saath main laya hai

Yakh basta lambi raaton main
Sub un-kahi si baaton main

Meri ankhon main meri sanson main
Ek aks azal se chhaya hai

Ye mosam sard hawaon ka...
Q laut k phir se aya hai

Hr mehfil main tanhai main
Kbhi yaadon ki gehrai main

Hr saye main perchai main
Maine sath he usko paya hai

Ye mosam sard hawaon ka
Q laut k phir se aya hai....!

حسن کوزہ گر

جہاں زاد، نیچے گلی میں ترے در کے آگے
!یہ میں سوختہ سر حسن کوزہ گر ھوں
تجھے صبح بازار میں بوڑھے عطّار یوسف
کی دکّان پر میں نے دیکھا
تو تیری نگاھوں میں وہ تابناکی
تھی میں جس کی حسرت میں نو سال دیوانہ پھرتا رہا ھوں
!جہاں زاد، نو سال دیوانہ پھرتا رھا ھوں
یہ وہ دور تھا جس میں میں نے
کبھی اپنے رنجور کوزوں کی جانب
پلٹ کر نہ دیکھا ــــــــــ
وہ کوزے مرے دست چابک کے پتلے
گل و رنگ و روغن کی مخلوق بے جاں
وہ سر گوشیوں میں یہ کہتے
"حسن کوزہ گر اب کہاں ھے
وہ ہم سے خود اپنے عمل سے
!"خداوند بن کر خداؤں کے مانند ھے روئے گرداں
جہاں زاد نو سال کا دور یوں مجھ پہ گزرا
کہ جیسے کسی شہر مدفون پر وقت گزرے
تغاروں میں مٹی
کبھی جس کی خوشبو سے وارفتہ ھوتا تھا میں
سنگ بستہ پڑی تھی
صراحی و مینا و جام و سبو اور فانوس و گلداں
مری ہیچ مایہ معیشت کے، اظہار فن کے سہارے
شکستہ پڑے تھے

میں خود، میں حسن کوزہ گر پا بہ گل خاک بر سر برھنہ
سر چاک ژولیدہ مو، سر بزانو
کسی غمزدہ دیوتا کی طرح واہمہ کے
گل و لا سے خوابوں کے سیّال کوزے بناتا رہا تھا
جہاں زاد، نو سال پہلے
تو ناداں تھی لیکن تجھے یہ خبر تھی
کہ میں نے، حسن کوزہ گر نے
تری قاف کی سی افق تاب آنکھوں
میں دیکھی ھے وہ تابناکی
کہ جسے سے مرے جسم و جاں، ابرو مہتاب کا
رھگزر بن گئے تھے
جہاں زاد بغداد کی خواب گوں رات
وہ رود دجلہ کا ساحل
وہ کشتی وہ ملّاح کی بند آنکھیں
کسی خستہ جاں رنج بر کوزہ گر کے لیے
ایک ہی رات وہ کہربا تھی
کہ جس سے ابھی تک ھے پیوست اسکا وجود
اس کی جاں اس کا پیکر
مگر ایک ہی رات کا ذوق دریا کی وہ لہر نکلا
!حسن کوزہ گر جس میں ڈوبا تو ابھرا نہیں ھے
جہاں زاد اس دور میں روز، ہر روز
وہ سوختہ بخت آکر
مجھے دیکھتی چاک پر پا بہ گل سر بزانو
تو شانوں سے مجھ کو ہلاتی ــــــــــ
(وہی چاک جو سالہا سال جینے کا تنہا سہارا رہا تھا!)
وہ شانوں سے مجھ کو ہلاتی
حسن کوزہ گر ھوش میں آ"
حسن اپنے ویران گھر پر نظر کر
یہ بچّوں کے تنّور کیونکر بھریں گے
حسن، اے محبّت کے مارے
،محبّت امیروں کی بازی
"حسن، اپنے دیوار و در پر نظر کر
مرے کان میں یہ نوائے حزیں یوں تھی جیسے
!کسی ڈوبتے شخص کو زیرگرداب کوئی پکارے
وہ اشکوں کے انبار پھولوں کے انبار تھے ہاں
مگر میں حسن کوزہ گر شہر اوہام کے ان
خرابوں کا مجذوب تھا جن
میں کوئی صدا کوئی جنبش
کسی مرغ پرّاں کا سایہ
!کسی زندگی کا نشاں تک نہیں تھا

جہاں زاد، میں آج تیری گلی میں
یہاں رات کی سرد گوں تیرگی میں
ترے در کے آگے کھڑا ھوں
سرد مو پریشاں
دریچے سے وہ قاف کی سی طلسمی نگاھیں
مجھے آج پھر جھانکتی ھیں
زمانہ، جہاں زاد وہ چاک ھے جس پہ مینا و جام و سبو
اور فانوس و گلداں
کے مانند بنتے بگڑتے ہیں انساں
میں انساں ھوں لیکن
یہ نو سال جو غم کے قالب میں گزرے!
حسن کوزہ گر آج اک تودہ خاک ھے جس
میں نم کا اثر تک نہیں ھے
جہاں زاد بازار میں صبح عطّار یوسف
کی دکّان پر تیری آنکھیں
پھر اک بار کچھ کہہ گئی ہیں
ان آنکھوں کی تابندہ شوخی
سے اٹھی ھے پھر تودہ خاک میں نم کی ہلکی سی لرزش
!یہی شاید اس خاک کو گل بنا دے

تمنّا کی وسعت کی کس کو خبر ھے جہاں زاد لیکن
تو چاھے تو بن جاؤں میں پھر
وہی کوزہ گر جس کے کوزے
تھے ھر کاخ و کو اور ھر شہر و قریہ کی نازش
تھے جن سے امیر و گدا کے مساکن درخشاں

تمنّا کی وسعت کی کس کو خبر ھے جہاں زاد لیکن
تو چاھے تو میں پھر پلٹ جاؤں ان اپنے مہجور کوزوں کی جانب
گل و لا کے سوکھے تغاروں کی جانب
معیشت کے اظہار فن کے سہاروں کی جانب
کہ میں اس گل و لا سے ، اس رنگ و روغن
سے پھر وہ شرارے نکالوں کہ جن سے
!دلوں کے خرابے ھوں روشن

Hasan Koozah-gar ---- I

JahaaN-zaad!
Neeche gali mein
Tere dar k aage
Ye main sokhta-sar
Hasan koozah-gar huN
Tujhe subho bazaar mein
BooRhe attaar Yusuf ki dukkaan par
Main ne dekha
To teri nigaahoN mein
Wo taab-naaki thi
Main jiski hasrat mein
Nau saal deewaana phirta raha
JahaaN-zaad!
Nau saal deewaana phirta raha
Ye wo daur tha
Jis mein main ne kabhi
Apne ranjoor koozoN ki jaanib palaT kar na dekha
Wo kooze
Mere dast-e-chaabuk k putle
Gil o rang o raughan ki makhlooq-e-be-jaaN
Wo sar-goshiyoN mein ye kehte,
Hasan kooza-gar ab kahaN hai
Wo ham se
Khud apne amal se
Khudaawand ban kar
KhudaaoN ki maanind hai roo-e-gardaaN
JanaaN-zaad!
Nau saal ka daur
YooN mujh pe guzra
K jaise kisi shehr-e-madfoon par waqt guzre
TaghaaroN mein mitti
Kabhi jis ki khushbu se waarafta hota tha main
Sang-basta paRi thi
Suraahi o meena o jaam o subu
Aur faanoos o guldaaN
Meri heich-maaya maeeshat k izhaar-e-fan k sahaare
Shikasta paRe they
Main khud
Main
Hasan koozah-gar
Pa-ba-gil
Khaak-sar, bar-barehna
Sar-e-chaak
Zoleeda-mu
Sar-ba-zaanu
Kisi gham-zada deivta ki tarha
Vaahime k gil o la se
KhwaaboN k sayyaal kooze banaata raha
JahaaN-zaad!
Nau saal pehle tu nadaaN thi lekin
Tujhe ye khabar thi
K main ne
Hasan koozah-gar ne
Teri qaaf ki c
Ufaq-taab aankhoN mein
Dekhi hai wo taab-naaki
K jis se mere jism o jaaN
Abr o mehtaab ka rah-guzar ban gaye they
JahaaN-zaad!
Baghdaad ki khwaab-gooN raat
Rood-e-Dajla ka saahil
Wo kashti
Wo mallaah ki band aankhein
Kisi khasta-jaaN,
Ranj-war koozah-gar k liye
Eik hi raat
Wo koh-ruba thi
K jis se abhi tak hai paivast uska wujood
Uska paikar
Magar eik hi raat ka zauq
Darya ki wo lehr nikla
Hasan kooza-gar jis mein dooba
To ubhra nahi hai
JahaaN-zaad!
Is daur mein roz
Har roz
Wo sokhta-bakht
Aa kar mujhe dekhti
Chaak par
Pa-ba-gil,
Sar-ba-zaanu
To shaanoN se mujhko hilaati
Wo shaanoN se mujhko hilaati,
Hasan koozah-gar!
Hosh mein aa
Hasan!
Apne veeraan ghar par nazar kar!
Ye bachoN k tannoor kiyun-kar bharein ge!
Hasan!
Aai mohabbat k maare!
Mohabbat ameeroN ki baazi!
Hasan!
Apne deewaar o dar par nazar kar!
Mere kaan mein ye nawaa-e-hazeeN
YuN thi jaise kisi Doobte shakhs ko
Zeir-e-girdaab koi pukaare
Wo ashkoN k ambaar
PhooloN k ambaar they
HaaN magar
Main, Hasan koozah-gar
Shehr-e-auhaam k
Un kharaaboN ka mjzoob tha jin mein
Koi sada
Koi jumbish
Kisi margh-e-parraaN ka saaya
Kisi zindagi ka nishaaN tak nahi tha
JahaaN-zaad!
Main aaj teri gali mein
YahaaN raat ki sard-gooN teergi mein
Tere dar k aage
KhaRa huN
Sar o mu pareshaaN
Dareeche se wo
Qaaf ki c talismi nigaahein mujhe
Aaj phir jhaankti hain
Zamaana JahaaN-zaad! wo chaak hai
Jis mein meena o jaam o subu
Aur faanoos o guldaaN k maanind bante bigaRte hain insaaN
Main insaaN huN lekin
Ye nau saal jo gham k qaalib mein guzre
Hasan koozah-gar,
Aaj ik toda-e-khaak hai
Jis mein nam ka asar tak nahi hai
JahaaN-zaad!
Baazaar mein subh
Attaar Yusuf ki dukkaan par
Teri aankhein
Phir ik baar kuch keh gaee hain
Un aankhoN ki taabinda shokhi se uTThi hai
Phir toda-e-khaak mein nam ki halki c larzish
Tamanna ki wus'at ki kis ko khabar hai!
JahaaN-zaad!
Lekin tu chaahe to ban jaauN
Main phir wohi kooza-gar
Jis k kooze
They har kaakh o ku
Aur har shehr o qarya ki naazish
They jin se ameer o gada k masaakin
DarakhshaaN
Tamanna ki wus'at ki kis ko khabar hai!
JahaaN-zaad!
Lekin tu chaahe to main phir
PalaT jaauN
Un apne mehjoor koozoN ki jaanib
Gil o la k sookhe taghaaroN ki jaanib
Maeeshat k izhaar-e-fan k sahaaroN ki jaanib
K main us gil o la se
Us rang o raughan se
Phir wo sharaare nikaaluN
K jin se diloN k kharaabe hoN raushan.

Tum 'ABR-E-GUREZAN' ho

"Tm 'ABR-E-GUREZAN' ho,
Main 'SEHRA' k Jesa hon"

"Do 'BOOND' jo brso gay,
'BE KAAR' main brso gay"

"Hai 'KHUSHK' buhat 'MATTI',

Hr simt Bagolay hain"

"SEHRA k bgolon se uthtay hi to 'SHOLAY' hain"

"Tm KHUL k agr BRSO',

'Sehra main Gulistan ho"

"Pr Tm se kahain kese 

Tum 'ABR-E-GUREZAN' ho"

"JAL THAL' jo agar kar do,
'TAN MAN' main 'NAMI' bhar do"

"Hai 'KHUSK' buht MATTI,
Puri jo 'KAMI' kar do"

"Phir Tm ko btain ge k tm 'ROOH' men 'Pinha' ho"

"Pr Tm se kahain kese tm 'ABR-E-GUREZAN' ho"

"Mil jao agr hm ko,
Hm 'JASHN' manain ge"

"Dharti ne na daikhay hon,
Woh 'PHOOL' khilain ge"

"Aankhon main 'UJALAY' hon,
Aur 'DIL main CHRAGAN' ho"

"Par Tum se kahain kese,
Tum 'ABR-E-GUREZAN' ho"

"Mana 'NAHI is QABIL' Tum chaho MOHABAT do" "Hum Tum ko sada 'CHAHAIN',
Bus itni 'IJAZAT' do"
"Tum ISHQ Tum hi POOJA,
Aey Jan meri Rooh ho" 
"Par Tum se kahen kesy"

Qasam se bas tumhara hon


Arey janaan kaha na main tumhara hon
Qasam se bas tumhara hon
Chalo ab chor do larna
Jhagarna tarkkar do naa
Meri be-aitbari k ghalat fehmi jhatak do naa
Jalaana dil ka choro naa
Suno janaan......!!!
Zara sa muskara do naa
Kaha na main tumhara hon 
Qasam se bas tumhara hon

Main Ik Shayer Se Muhabbat Karti Hoon

"Main Ik Shayer Se Muhabbat Karti Hoon"
Uss k Yeh Alfaz Mujh Par Kisi Bomb Ki Tarah Giray
Aur Main Hairaan o Preshan Sirf Itna Hi Keh Saka....Magar? ?
Vo Meri Bokhlayii Hoyi Shakal Dekh Kar Khilkha Kar Hans Di
Aur Kehnay Lagi
Magar Kya....???
Yehi Na k Main To Tum Se Muhabbat Karti Hoon
So Vo To Paglay Main Karti Hoon,Aur Hamesha Karti Rahon Gi
Main Sach Much Ab b UsKi Baat Ka Matlub Nahi Samjh Saka Tha
Aur Mery Chehray Par Aatay Jatay Rang Dekh Kar
Vo Mehfooz Ho Rahi Thi
Phir Khamoshi Ka Qufl Kholtay Hoye Vo Boli
Main Chahti Hoon
Jisay Main Chahtii Hon,Vo Ik Shayer Ho
Mery Dil Mein Yeh Ajab Si 
Shadeed Se Shadeed Tar Hoti Ik Khuwahish Hay
Jo Tum Se Aaj Keh Di
Main Kuch Dair khamosh Raha 
Aur Phir Qehqaha Laga Kar Hans Diya
Yeh Soch Kar k Main Kya Samjh Raha Tha Aur Nikla Kya
Ab Hairan Honay Ki Bari Uss Ki Thi
Boli.."Tum Hasay Kiun"?
Main Ne Baat Taltay Hoye Kaha...Aisy Hi,
Aaj Tum Bohat Pyarii Lag Rahi Ho
Vo Khoyii Hoyi Nazroon Se Mujhay Dekhtay Hoye Boli
Yeh To Tum Roz Hi Kehtay Ho
Aur Kuch Samjh Na Aya To Main b Khamosh Ho Gaya
Aur Phir Yeh Khamoshi Phailti Hi Gayi
Aur Phir Yehi Khamoshi Meri Zindagi Mein Toofan Layi
Jab Uss Ne Mujh Se Kaha
Suno Jaan! Tum Shayer Ban Jao"
Aur Main Usay Sirf Takta Hi Reh Gaya
Phir Hairangi Se Bola
Main Kaisy Shayer Ban Sakta Hoon,Pagal Ho Gayi Ho Kya?
"Kiun....Kiun Nahi Ban Saktay"
Itna Acha To Boltay Ho
Bas Thori Si Koshish Karo To Achi Khasi Shayiri b Karnay Lago
Hayeee Kitna Maza Aye Ga Jab Main Sab Se Kahoon Gi
k Mera Mehboob Aik Shayer Hay
Plz Meri Khatir Ban Jao Na
Tumhein Meri Qasam
Magar Pagli Janti Ho Na k Shayer Kya Hota Hay
Lahu Ugalta Hay...Dard Sehta Hay...Aansoo Peeta Hay
Aur Kuch Nahi Bas Jeeta Hay
Tum Kya Samjhti Ho k
Daad Wasool Karnay k Liye Likhta Hay Shayer?
SunNey Walay To Daad Detay Hain
Wah Wah Kartay Hain
Kuch Ehtraam Detay Hain
Kuch Hamdardi Jatatey Hain 
Aur Phir Wapis Gharon Ko Chalay Jatay Hain
Aur Peechay Reh Jata Hay Shayer...Tanha Aur Akaila
Shayer k Ander Kuch Toot Raha Hota Hay,Kuch Choot Raha Hota Hay
Koi Loot Raha Hota Hay
Uss Dard Ko...Haan Usi Dard Ko Jisay Vo
Lafzoon Mein Dhaal Kar Shairon Ki Shakal Deta Hay
Uss Dard Ko Koi Mehsoos Nahi Karta
Aur Vo Akaila Hi Tarapta Rehta Hay
Tarapta Rehta Hay....
Aur Tum Chahti Ho k Meri Zindagi b wesi Hi Ho Jaye
Ufff....ALLAH Bachaye Aisi Zindagi Se

Please Jaan!"Aisi Baatein Mat Karo"
Plzzzz Plzzz"Yeh Kaisi Muhabbat Hay Tumhari?"
Jo Meri Itni Si Khuwahish b Poori Nahi Kar Pa Rahi
Tumhein Meri Qasam!

Par Tum Meri Baat b To Suno Na Jaan
Tum Bohat Bholi Ho
Shayer Aisy Hi Nahi Ban Jata Koi
Iss k Liye Bara Hosla Chahiye Hota Hay
Jab Tak Koi Chot Khayi Na ho....Koi Dard Paala Na Ho
Koi Mehboob Harjayii Na Ho....Koi Darya Bahaya Na ho
Shayer Nahi Bana Ja Sakta
Aur Meri Muhabbat Adhoori Nahi Hay
Mera Mehboob Koi Harjayii Nahi Hay
Main Ne Koi Chot Khayi Nahi Hay
To Main Kaisy Shayer Ban Jaon,Iss Liye Tum Plz
Iss Chapter Ko Yehin Pe Close Kar Do
Abhi Bohat Kaam Baki Hain
Ab Uss k Pass Koi Jawaz Nahi Tha
Isi Liye Vo Yeh sab Sun Kar Sirf"Acha"Hi Keh Saki
Aur Khamosh Ho Gayi

Hum Kafi Dair Yunhi Chaltay Rahay
Par Aaj Pehli Baar Sab Kuch Ajeeb Ajeeb Lag Raha Tha
Halan k....Vohi Pattay,Vohi Hawayein
Vohi Phool,Vohi Shabnami Qubayein
Vohi Dagar,Vohi Raahein
Magar Yeh Sab Kuch Aaj Ajeeb Lag Raha Tha
Kiun k Vo Khamosh Thi
Aur Main Yehi Soch Raha Tha
k Kaisi Ajab Si Khuwahish Thi Iss Pagli Ki

Aur Phir Kuch Din Baad Uss Ki E Mail Aayi
Jaan Se Pyarey !
Muhabbat Rooh Ka Rishta Hay Yeh Tumhi Ne Kaha Tha 
Main Tumhary Elawa
Kisi Aur Ko Chah Kar b Na Chah Sakoon Gi
Yeh b Sach Hay...Magar Main Kya Karoon
Main Chahti Hoon....Jisay Main Chahtii Hon
Uska Yani Tumhara Naam Ho,Log Tumhara Hi Zikr Karein
Tum Ek Shayer Ho,Shayer e Waqt Kehlao
To Mera Sir Fakhar Se Buland Ho jaye Ga
Main Keh Sakoon Gi k Dekho,Yeh Meri Muhabbat Hay
Aglay Maah....Meri Shadi Hay
Tum Mujh Se Aur Main Tum Se Ab Koi Raabta Nahi Rakhay Ge
Hamari Roohein To Ek Doosray Mein Sama Chuki Hain
To Phir Humein Kya Parwah...Kahin b Rahein Hum Tum
Muhabbat To Muhabbat Hay
Tum Mery Raho Ge Aur Main Tumhari
Dekho Jaan!"Yun Samjh Lo"
Hamari Muhabbat Ka Yeh Imtehan Hay
Ab Koi Bahana Nahi Chalay Ga
Tumhein Chot Ho Chuki Hay
Tumhari b Mehbooba Tumhein Chor k Ja Chuki Hay
Ab To Saari Conditions Hain Na
Ab To Tum Shayer Ban Saktay Ho Na
Hain Na?..To Bas Tumhein Meri Qasam!
Ab Inkar Mat Karna,Bas Shayer BanNa

So, Aaj Main Ik Shayer Hoon
Lahu Ugalta Hoon...Dard Sehta Hoon...Aansoo Peeta Hoon
Aur Kuch Nahi Bas Jeeta Hoon...!!!