یہ دشتِ ہجر، یہ وحشت، یہ شام کے سائے
خدا یہ وقت تری آنکھ کو نہ دِکھلائے
اُسی کے نام سے لفظوں میں چاند اُترے ہیں
وہ ایک شخص کہ دیکھوں تو آنکھ بھر آئے
جو کھو چکے ہیں اُنہیں ڈھونڈنا تو ممکن ہے
جو جا چکے ہیں اُنہیں کوئی کس طرح لائے!
کلی سے میں نے گلِ تر جسے بنایا تھا
رُتیں بدلتی ہیں کیسے، مجھے ہی سمجھائے
جو بے چراغ گھروں کو چراغ دیتا ہے
اُسے کہو کہ مِرے شہر کی طرف آئے
یہ اضطرابِ مسلسل عذاب ہے امجد
مِرا نہیں تو کسی اور ہی کا ہو جائے
Yeh Dasht-e-Hijr,Ye Wehshat,Ye Sham Ke Saey..
Khuda Ye Waqt Teri Aankh Ko Na Dikhlaye..
Usei Ke Naam Se Lafzon Me Chand Utre Hain..
Woh ek Shakhs Jo Dekhon To Aankh Bhar Aaey..
Jo koh Chukay Hain Unhe Dhondna To Mumkin He..
Jo Ja Chukay Hain Unhe Koi Kis Tarha Laey..
Kali Se Maine Jissey Gul Tar Jissey Banaya Tha
Ruttein Badalti Hain Kesy, Mujhey He Samjhaey..
Jo BayChiragh Gharon Ko Chiragh Deta He..
Usey Kaho Ke Mere Shehar Ki Tarf Aaey..
Yeh Izterab Musalsal Azaab He 'DOST'..
Wo Mera Nahi To Kisi Or Hi Ka Ho Jaey..

No comments:
Post a Comment