ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺳﮯ ﯾﮩﯽ ﮔﻠﮧ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
ﺗﻮ ﺑﮩﺖ ﺩﯾﺮ ﺳﮯ ﻣﻼ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
ﺗﻮ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﭼﺎﻝ ﺗﻮ ﭼﻞ
ﮨﺎﺭ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﺎ ﺣﻮﺻﻠﮧ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
ﺩﻝ ﺩﮬﮍﮐﺘﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﭨﭙﮑﺘﺎ ﮨﮯ
ﮐﻞ ﺟﻮ ﺧﻮﺍﮨﺶ ﺗﮭﯽ ﺁﺑﻠﮧ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
ﮨﻢ ﺳﻔﺮ ﭼﺎﮨﯿﮯ ﮨﺠﻮﻡ ﻧﮩﯿﮟ
ﺍِﮎ ﻣﺴﺎﻓﺮ ﺑﮭﯽ ﻗﺎﻓﻠﮧ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
ﮐﻮﮦ ﮐﻦ ﮨﻮ ﮐﮧ ﻗﯿﺲ ﮨﻮ ﮐﮧ ﻓﺮﺍﺯ
ﺳﺐ ﻣﯿﮟ ﺍِﮎ ﺷﺨﺺ ﮨﯽ ﻣﻼ ﮨﮯ ﻣﺠﮭﮯ
Zindagi se yehi gila hai mujhay......
Tu buhat dair se mila hai mujhey....
Tu muhabbat se koi chaal to chal...
Haar jane ka hosla hai mujhay...
Dil dharakta nahi tapakta hai........
Kal jo khawahish thi aabla hai mujhay
Hum'safar chahiye hujoom nahi....
Aik musafir bhi qafila hai mujhay....
Lab kusha hoon tu iss yaqeen k saath..
Qatal honay ka hausla hai mujhay.....
Kaun janay k chahto'n may Faraz........
Kya ganwaya hai kya mila hai mujhay...!
Kohkan ho k Qais ho k Faraz....
Sab mein ik shakhs hi mla hai mujhay...
Zindagi se yehi gila hai mujhay......
Tu buhat dair se mila hai mujhey....
Tu muhabbat se koi chaal to chal...
Haar jane ka hosla hai mujhay...
Dil dharakta nahi tapakta hai........
Kal jo khawahish thi aabla hai mujhay
Hum'safar chahiye hujoom nahi....
Aik musafir bhi qafila hai mujhay....
Lab kusha hoon tu iss yaqeen k saath..
Qatal honay ka hausla hai mujhay.....
Kaun janay k chahto'n may Faraz........
Kya ganwaya hai kya mila hai mujhay...!
Kohkan ho k Qais ho k Faraz....
Sab mein ik shakhs hi mla hai mujhay...
No comments:
Post a Comment