Log samjhe,
Jo hum pe guzre thay ranj sare
wo khud pe guzre to log samjhe
Jo apni apni mohabbaton k
Azab jheelay to log samjhe
Wo jin darakhton ki chaaon se
Musafiron ko utha dia tha
Unhi darakhton se aglay mosam
Jo phal na utray to log samjhe
Us aik kacchi c umer wali
K falsafay ko koi na samjha
Jab us k kamre e lash nikli
Khatot nikle to log samjhe
Wo gaaon ka aik zaeef dehqan
Sadak k ban'nay pe q khafa tha
Usi k bacchay jo shehr ja kar
Kabhi na lotay to log samjhe....
wo khud pe guzre to log samjhe
Jo apni apni mohabbaton k
Azab jheelay to log samjhe
Wo jin darakhton ki chaaon se
Musafiron ko utha dia tha
Unhi darakhton se aglay mosam
Jo phal na utray to log samjhe
Us aik kacchi c umer wali
K falsafay ko koi na samjha
Jab us k kamre e lash nikli
Khatot nikle to log samjhe
Wo gaaon ka aik zaeef dehqan
Sadak k ban'nay pe q khafa tha
Usi k bacchay jo shehr ja kar
Kabhi na lotay to log samjhe....
can any body tell me the name of poet plz???
ReplyDelete