یہ سناٹا اگر حد سے بڑھے کہرام ہو جائے
ستارے مشعلیں لیکر مجھےبھی ڈھونڈنے نکلیں
میں رستہ بھول جائوں،جنگلوں میںشام ہوجائے
میں وہ آدم گزیدہ ہوں جو تنہائی کے صحرا میں
خود اپنی چاپ سُن کر لرزہ براندام ہو جائے
مثال ایسی ہے اس دورِ خرد کے ہوش مندوں کی
نہ ہو دامن میں ذرہ اور صحرا نام ہو جائے
شکیب اپنے تعارف کے لیے یہ بات کافی ہے
ہم اس سے بچ کے چلتے ہیں جو رستہ عام ہو جائے
Sitare Mashalen Le Kar Mujhe Bhi Dhoondne Niklain
Men Wo Adam-E-Guzeda’ N Hoon Jo Tanhai K Sehra Men
Misaal Aisi Hai Is Daur-E-Khirad K Hosh Mandon Ki
Shakeb Apne Taharuf Ke Liye Ye Baat Kaafi Hai
Hum Us Se Bach Ke Chalte Hen Jo Rasta Aam Ho Jaye
Khamoshi Bol Uthe, To Har Nazar Paighaam Ho Jaye
Ye Sannata Agar Had Se Badhe To Kohraam Ho Jaye
Sitare Mashalen Le Kar Mujhe Bhi Dhoondne Niklain
Mein Rasta Bhool Jaoon, Junglon Mein Shaam Ho Jaye
Men Wo Adam-E-Guzeda’ N Hoon Jo Tanhai K Sehra Men
Khud Apni Chaap Sun Kar Larza Bar-Andaam Ho Jaye
Misaal Aisi Hai Is Daur-E-Khirad K Hosh Mandon Ki
Na Ho Daaman Mein Zar’ra Aur Sehra Naam Ho Jaye
Shakeb Apne Taharuf Ke Liye Ye Baat Kaafi Hai
Hum Us Se Bach Ke Chalte Hen Jo Rasta Aam Ho Jaye
No comments:
Post a Comment