affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Bhook by Misbah

Thursday, 22 August 2019

Bhook by Misbah


(   Bhook   )
Aya hun shadi me dost ki
Bhook lagi hai bari zor ki
Pet me hai bhook ka sama
Jis ko dekhun wahi lagy biryani corma
Meri bhook ka koi elaj karo
Khany me kitna waqt hai koi pata karo
Is se pehly me kha jaoun kisi ka koi bacha
Pet ko zara asra ho khila dy koi samosa acha
Mez par paleten saj gai hain
Sb ki bhoken barh gai hain
A dost khila dy khana         me hun bhooka ek parwana
Lo agaya hai biryani corma
Araha hai mitha bhi yahan
Jaldi se me apni bhook mitaoun
Jaldi kha kar ghar ko jaoun
Ni khani hai mujy amme ki dant
Lambi tan k sona hai janab
Phir mily gen ba khair
Chalta hun shabba khair.

No comments:

Post a Comment