affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Guman & yaqeen by Laraib Malik

Saturday 15 September 2018

Guman & yaqeen by Laraib Malik


~Har aahat PR gumaan hota hai k tm aaye ho......
Dua hai ab to gumaan yakeen mai badal jay...
Koi mooujza ho k tm aajao....
Nazreein millein aur waqt thehr jay....
Dil ki baat labon PR aaye..
Judai ki tarap ayaan hojay.....
Ik pal KO dharkn bhi tham Jaye....
Saansein bhi ruk kr tmhari khushbu khud mai samo lein....
Ik baar aao k hm bhi ji sakein.. .
Ab k howi dair to na mil sakein gy hm.... Kahin buuuht dair na ho jay.....
K phir tm aao aur hm tmhy na dekh sakein.....
Aur .......
Tm hmy dhoondty reh jaoo...
Write by Laraib Malik

No comments:

Post a Comment