affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Neened by Sana Khan

Thursday 3 October 2019

Neened by Sana Khan

Neend Ankhon main hai
Par soya nahi jata
Itna Roy Han us ki Yadon main
K ab hum sa or roya nahi jata
Jisy paya ho lakh duaon k bad
Us shakhs ko Kisi qemit pa bi khoya nahi jata
Dil Jo a Jay Aik bar Kisi pa
Us k bina Kisi or ka hoya ni jata
Neend Ankhon main hai
Par soya nahi jata
By Sana Khan

No comments:

Post a Comment