affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Kaash Mein Yeh Jan Sakta

Tuesday 29 January 2013

Kaash Mein Yeh Jan Sakta

Kaash Mein Yeh Jan Sakta

Kash ! 
Kash ! Mein Yeh Jan Sakta
Ke Yeh Hansti Muskarati Larkian
Apni Umar Ke Kisi Mor Pe
Sar e Sham Apne Aangan Mein
Dewar Se Lag Ke
Chupkey Chupkay Roya Karen Gi
To Zamane Bhar Ki Khushion Ko
Apne Rab Se In Ke Wastey Mang Leta

No comments:

Post a Comment