affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata

Monday 29 July 2013

Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata

 Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata.

Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata.

Faseelen Toorr Na Daite Jo Ab K Ehl-E-Qafs.

To Aur Tarah Ka Elaan-E-Jabar Aa Jata.

Wo Fasla Tha Dua Aur Mastajabi Mein.

K Dhoop Mangne Jate To Abar Aa Jata.

Wo Mujh Ko Chorr K Jais Aadmi K Pass Gia.

Barbri Ka Bhi Hota To Sabar Aa Jata.

Wazeer-O-Shah Bhi Khas Khanon Se Nikal Aate.

Agr Gumman Mein inkar-E-Qabar Aa Jata........!

No comments:

Post a Comment