affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Roshni Ki Dhaar Par Rakhi Kahani Aur Dukh ﺭﻭﺷﻨﯽ ﮐﯽ ﺩﮬﺎﺭ ﭘﺮ ﺭﮐﮭﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

Friday 23 May 2014

Roshni Ki Dhaar Par Rakhi Kahani Aur Dukh ﺭﻭﺷﻨﯽ ﮐﯽ ﺩﮬﺎﺭ ﭘﺮ ﺭﮐﮭﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

ﺭﻭﺷﻨﯽ ﮐﯽ ﺩﮬﺎﺭ ﭘﺮ ﺭﮐﮭﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ
ﺁﻧﮑﮫ ﺳﮯ ﺑﮩﺘﺎ ﮨﻮﺍ ﺧﺎﻣﻮﺵ ﭘﺎﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

ﻣﯿﺮﮮ ﮐﻤﺮﮮ ﻣﯿﮟ اُﺳﯽ ﺗﺮﺗﯿﺐ ﺳﮯ ﺭﮐﮭﮯ ﮨﻮئے
ﭘﮭﻮﻝ، ﺧﻂ، ﻭﻋﺪﮮ، ﺩﻻﺳﮯ، ﺍﮎ ﺟﻮﺍﻧﯽ، ﺍﻭﺭدُﮐﮫ

اِﮎ ﺩﻭﺟﮯ ﺳﮯ ﺑﭽﮭﮍ ﮐﺮ ﻋﻤﺮ ﺑﮭﺮ ﺭﻭﺗﮯ ﺭﮨﮯ
ﺭﺍﺕ، ﺻﺤﺮﺍ، ﺧﺸﮏ ﭘﺘﮯ، ﺍﮎ ﺭﺍﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

ﺍﺏ ﻣﯿﺮﮮ ﻟﻔﻈﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﭘﮩﻠﮯ ﺳﯽ ﮐﯿﻔﯿﺖ ﻧﮩﯿﮟ
ﮈﺍﻝ ﺍﺏ ﺟﮭﻮﻟﯽ ﻣﯿﮟ، ﺗﯿﺮﯼ ﻣﮩﺮﺑﺎﻧﯽ ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

ﺭﺍﺕ ﺻﺤﺮﺍ ﻣﯿﮟ ﮐﺴﯽ ﻧﮯ ﺑﺎﻧﺴﺮﯼ ﮐﯽ ﮨﻮﮎ ﭘﺮ
ﺭﮐﮫ ﺩﯾﮟ ﭘﮭﺮ ﺭﻭﺗﯽ ﮨﻮﺋﯽ ﯾﺎﺩﯾﮟ ﭘﺮﺍﻧﯽ، ﺍﻭﺭ دُﮐﮫ

Roshni Ki Dhaar Par Rakhi Kahani Aur Dukh
Aankh Se Behta Huwa Khamosh Pani Aur Dukh

Mere Kamre Mein Usi Tarteeb Se Rakhe Huwe
Phool Khat Wade Dilase Ik Jawani Aur Dukh

Ek Dooje Se Bichar Kar Umar Bhar Rote Rahe
Raat Sehra Khushk Patte Ek Raani Aur Dukh

Ab Mere Lafzon Mein Wo Pehle Si Kefiyat Nahi
Daal Ab Jholi Mein Teri Mehrbani Aur Dukh

Raat Sehra Mein Kisi Ne Bansuri Ki Hook Par....
Rakh Dien Phir Roti Huwi Yaden Purani Aur Dukh.

No comments:

Post a Comment