affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Mujhe yaqeen hai

Sunday 31 March 2013

Mujhe yaqeen hai

Mujhe yaqeen hai

agar usse maloom hota..

kay mairi aankhon kay sard te-khanon main

ana-o-khud-dari ki gehri chadar kay peechay

uss kay liye

muhabbat-o-khulos ka bekaran samandar hai

tu voh...

mujhe yun chor ker...

Kabhi na jata!

No comments:

Post a Comment