affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Milan ki dua…

Saturday 30 March 2013

Milan ki dua…

Dua k liye 
Haath jab bhi uthaye
Tamananon ki bheed mein
Sab say aagey
Wohi ek chehra
Nigahon mein aata hay
Main bhool jata hoon
Kia maanga tha
Bicharney k dukh main kami
Ya

Milan ki dua…

No comments:

Post a Comment