
Hansata tha muj ko to phir rula b deta tha.
Kar k wo muj se aksar wade bhula b deta tha.
Be,wafa tha boht mgar acha lagta tha dil ko.
Kabi kabar batain mohabat ki suna b deta tha.
Tham leta tha hath mera kabi youhe khud.
Kabi hath apna mere hath se choura b leta tha.
Kabi be,waqt chala ata tha milne ko.
Kabi qeemti pal mohabat k ganwa bhi deta tha.
Ajab dhoup chao sa mazaj tha us ka
Muhabat b karta tha nazro se gira b deta tha!

No comments:
Post a Comment