Tum Bin
Tum bin Jiya Jaye Kaise
Kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain raatein
Sadiyon se lambe hue din
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Phir sham main tanhai jaagi
Phir yaad tum aa rahe ho
Phir jaan nikalne lagi hai
Phir mujhe ko tadpa rahe ho
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Kya kya na socha hai main ne
Kya kya na sapne sajae
Kya kya na chaha hai dil ne
Kya kya na armaa jagae
Is Dil se toofan guzartain hain
Tum bin to jeete na marte hain
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Tum bin Jiya Jaye Kaise
Kaise jiya jaye tum bin
Tum bin Jiya Jaye Kaise
Kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain raatein
Sadiyon se lambe hue din
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Phir sham main tanhai jaagi
Phir yaad tum aa rahe ho
Phir jaan nikalne lagi hai
Phir mujhe ko tadpa rahe ho
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Kya kya na socha hai main ne
Kya kya na sapne sajae
Kya kya na chaha hai dil ne
Kya kya na armaa jagae
Is Dil se toofan guzartain hain
Tum bin to jeete na marte hain
Aa jao lot ker tum
Yeh dil keh raha hai
Tum bin Jiya Jaye Kaise
Kaise jiya jaye tum bin
No comments:
Post a Comment