affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Usey batana gham-e-zamana

Friday 1 March 2013

Usey batana gham-e-zamana

    Usey batana gham-e-zamana,
    faraib dy ga khayal rakhna,
    wafa k rastey se laut jana,
    faraib dy ga khayal rakhna,

    sakoon dain gi wisal raaten,
    chain dain gy udas lamhey,
    magar ye pal bhar ka muskurana,
    faraib dy ga khayal rakhna,

    tum khuwab kis k,
    main khuwab kis ka,
    na pyar mujh ko,
    na pyar tum ko,
    ye ek doojy k paas ana,
    faraib dy ga khayal rakhna,

    jo qeher toota hai dil pe mere,
    wo qeher tootay na ab ksi pe,
    ye dil jalana,ye ghar lutana,
    faraib dy ga khayal rakhna.....!!!!

No comments:

Post a Comment