affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha

Friday 8 February 2013

Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha

Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha 

is zarf main itna kamal rakhta tha 

kia khaber thi mujhy hi bhool jae ga


jo meri ik ik cheez sanbhal rakhta tha

suna hai log ab boht sataty hain usy 


main jis ka itna khyal rakhta tha

No comments:

Post a Comment