affiliate marketing Famous Urdu Poetry: TALAASH

Sunday 24 February 2013

TALAASH

Sar-e-mehfil...!
Kahin jo mil jaaey,

us sey kehna,
keh tera mutlashi,

aaj b rah--guzar par baitha hai..

Aur wahan say guzarney walon ko
tera huliya bata kar kehta hai..

"tum ney iss ko kahin dekha hai...!?

Main ney uss ko yahin khoya tha.....

No comments:

Post a Comment