Tera zikr bhi krna chor diya
Ab hum ne rona chor diya
Jab rona nahin toh hansna kiya
Humne hansna hansana bhi chor diya
Tum rootha krty thy na hum se
Lo .. ab humne manana chor diya
Teri yaad bahut ati thi humen
Tujhe yaad bhi krna chor diya..!
No comments:
Post a Comment