affiliate marketing Famous Urdu Poetry: meri duaon jaisa hai .

Friday 22 March 2013

meri duaon jaisa hai .

saaari dunya hai meray wastay dozakh ki tarah,
haan magar shakhs woh meri panahoon jaisa hai,

uski baaton se zindagi ka guma hota hai,
bewafa hai sabhi per woh wafaon jaisa hai,

uska mann saaf hai jaisay koi ujlah suraj,
itna pakeeza k meri duaon jaisa hai ..

No comments:

Post a Comment