affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Chalo Kuch Dair Hastay Hain …

Wednesday 13 February 2013

Chalo Kuch Dair Hastay Hain …

Chalo Kuch Dair Hastay Hain …
Muhabbat par Inayat par …
K b-bunyad baten hain …
Sabhi rishtay Sabhi Natay …
Zarurat ki Hain Eejaaden …
Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastay jana …
K sub hai Phair lafzoon ka …
Hai sara Khail herfon ka …
Nahi hai mehboob koi b …
Sabhi Jumlay say kastay hain …
Chalo Kuch dair Hastay hain …
Usi ko Yaad kertay Hian …
jisay hum Zeest Kehtay hain ..
K lena Sans Bin jis k …
Humain Ik Jurm Lagta Tha …
Bala ka taiz Lagta Tha …
Jo Saya Bun k Rehta Tha …
Juda Ab Us k rastay hain …
Chalo kuch Dair Hastay hain

No comments:

Post a Comment