affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Ik khawab muhbat ka

Saturday 23 February 2013

Ik khawab muhbat ka

Ik khawab muhbat ka.
Brson se adhora hai.
Ik soz-e-niha dil main.
Kehny ko tarsty hain.
Lafzo k samndr main.
Kia khob fsany hain.
Kehti hai wafa hans kr.
Hum Log diwany hain.
Hum ne to muhbat main.
Ilzam lia
Lekin.
Kehna hai humain tum se.
Ik bar bta do tum.
Kia tum ko muhabt hai?
Ya khel samjty ho?
Khushbo ki khani main.
Kaliyon ki nizakat ko.
Barish ki rwani main.
Bondo ki siyahat ko.
Taron k jharoko main.
Kirno ki musaft ko.
Sawan k drecho main.
Soraj ki tamazt ko.
Nam aankh k sagar main.
Roti hui chaht ko.
Ikhlas k mandir main.
Jazbon ki ibadt ko.
''Kiya Khel Samajhte ho''

No comments:

Post a Comment