affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Main sab qadrein Lutta deti,woh aitbaar karta tu

Monday 11 February 2013

Main sab qadrein Lutta deti,woh aitbaar karta tu



Main sab qadrein Lutta deti,woh aitbaar karta tu

Han main sab kuch ganwaa deti,gar woh pyar karta tu

Udaasi mujhe uss ki qatt'yan ganwara na thi


Main Ho jati ghayal woh waar karta tu

Main chun chun phool barsati uss per


Per woh mere naam koi bahaar karta tu

ANA pe chaut sehna dushwar tu hai lekin


Main haar jaati gar woh taqraar karta tu

No comments:

Post a Comment