affiliate marketing Famous Urdu Poetry: Us ne jab jab mujhy Dil se pukara Mohsin

Thursday 21 February 2013

Us ne jab jab mujhy Dil se pukara Mohsin

Us ne jab jab mujhy Dil se pukara Mohsin
Main ne tab tab ye bataya ke tumara Mohsin,

Log sadion ki khataon pe b khush basty hain
Hum ko Lamhon ki wafaon ne Ujara Mohsin,

Ho gaya jab ye Yaqeen ke ab Woh nahi aye ga
Aansuon aur Gham ne dia Dil ko sahara Mohsin,

Wo tha jab Paas to Jeene ko b Dil karta tha
Ab to Pal-bhar b nahi hota guzara Mohsin,

Us ko pana to MUQADAR ki Lakeeron mein nahi
Us ka khona b karain kaise Gawaara Mohsin.

No comments:

Post a Comment