affiliate marketing Famous Urdu Poetry: tu mera naam na poocha kar

Thursday 21 February 2013

tu mera naam na poocha kar

tu mera naam na poocha kar
main teri zaat ka hissa hoon

main teri soch mein shamil hon

main teri neend ka qissa hon

main terey khwab ka hasil hon

main teri yaad ka mehwar hon

tu manzar main pas-manzar hon

main lamha hon main jazba hon

jazboon ka koi naam nahi

tu mera naam na poocha kar

No comments:

Post a Comment