Qissy meri Ulfat k jo marqoom hain saary,
Aa dekh tery naam se mosoom hain saary.
Bs is liye hr kaam adhora hi parra hai,
Khadim bhi meri Qoum k Makhdoom hain saary.
Ab kon mery paaon ki zanjeer ko kholey.
Hakim meri basti k bhi mehkoom hain saary.
Shayad ye mera zarf hai jo khamosh hun ab tak,
Warna to tery Aeib bhi maloom hain saary.
Sb jurm meri Zaat se mansoob hain "MOHSIN"
Kya mere siwa shehr me Masoom hain saary.

No comments:
Post a Comment